Home Hindi Raj Barman – Dil Ne Dhadakna Chhod Diya Lyrics

Raj Barman – Dil Ne Dhadakna Chhod Diya Lyrics

by admin

Hmm.. Hmm..

Tum jo nahi toh kuch bhi nahi hai

Main hoon kahin aur sansein kahin hai

Tumhare siwa jo dekha nazar mein

Maine woh sapna tod diya

Jab se gaye ho tum door mujhse

Jab se gaye ho tum door mujhse

Dil ne dhadakna chhod diya

Jab se gaye ho tum door mujhse

Dil ne dhadakna chhod diya

Kuch bhi samajh mein na aaye

Faaslein kyun tumne banaye

Kuch bhi samajh mein na aaye

Faaslein kyun tumne banaye

Itna toh ishq bhi na mila

Jitne maine dard hai paaye

Jiske aage koi rasta nahi hai

Zindagi ne aisa mod liya

Jab se gye ho tum door mujhse

Jab se gye ho tum door mujhse

Dil ne dhadakna chhod diya

Jab se gye ho tum door mujhse

Dil ne dhadakna chhod diya

Song: Dil Ne Dhadakna Chhod Diya
Singer: Raj Barman

Lyricist: Kumaar

Music: Anjjan Bhattacharya

Director: Arsh Grewal

Cast: Raj Barman, Sumit Singh

Related Articles

Leave a Comment

Adblock Detected

Please support us by disabling your AdBlocker extension from your browsers for our website.