Agar Khuda Ne Banaya Hai Dard
Toh Koi Hamdard Bhi Banaya Hoga
Agar Likha Qismaton Mein Safar
To Koi Hamsafar Bhi Aaya Hoga
Khol Dil Ke Dar Dehleez Par
Ishq Ko Aane De
Do Din Ki Zindagi Mein
Sau Saal Wali Mohabbat Ho Jaane De
Ho Ho Ho Ho Ho Ho Ho Ho Ho Ho..
Ik Din Poochha Us Khuda Se
Kehte Hain Tere Aasmaan Pe
Hota Hai Faisla Dil Ke Rishton Ka
Phir Maanga Maine Yeh Dua Mein
De De Ik Dil Tere Jahaan Se
Chupke Se De Diya Rab Ne Tera Pata
Bhool Sare Gham Jee Uthe Hain Hum
Tujhko Hi Paane Se
Do Din Ki Zindagi Mein
Sau Saal Wali Mohabbat Ho Jaane De
Ho Ho Ho Ho Ho Ho Ho Ho Ho Ho..
Agar Rab Ne Banaya Hai Dil
Toh Koi Dilbar Bhi Banaya Hoga
Agar Likha Qismaton Mein Hai Gam
Toh Koi Hamdam Bhi Aaya Hoga
Oh.. Yaara Maine Tujhe Chaha Nahi Tha
Par Dhoop Kinaara Yahi Tha
Aaya Tu Aise Ik Din Dil Ki Basti Mein
Aansuon Se Toone Naam Likha Tha
Tera Hona Mera Kaam Likha Tha
Ban Baithe Hum Toh Raahi Teri Kashti Ke
Thi Jo Aankh Nam Mit Gaye Wo Gham
Ik Tere Hi Aane Se
Do Din Ki Zindagi Mein
Sau Saal Wali Mohabbat Ho Jaane De
Song: Do Din Ki Zindagi
Album: Gunmaaster G9
Singers: Shreya Ghoshal, Vishal Mishra
Lyrics: Junaid Wasi
Music: Himesh Reshammiya
Cast: Emraan Hashmi, Genelia Deshmukh
Director: Aditya Datt


