Home Hindi Neeti Mohan – Bhabhi Tabaahi Lyrics

Neeti Mohan – Bhabhi Tabaahi Lyrics

by admin

Let’s Burn The Floor!

Dol Gaya Jo Jiyara Humra

Dol Gayi Ghar Ki Shobha

Dol Gaya Jo Jiyara Humra

Dol Gayi Ghar Ki Shobha

Khoob Machi Hai… Haaye Haaye

Khoob Machi Hai Haaye Tauba!

Khoob Machi Hai… Haaye Haaye

Khoob Machi Hai Haaye Tauba!

Bhabhi Tabaahi Ki Bharmaar

Public Hil Gayi Sah-Parivaar

Bhabhi Tabaahi Ki Bharmaar

Public Hil Gayi Sah-Parivaar

Do Aankhon Ke… Do Temperature

Do Aankhon Ke Do Temperature

Hot Chocolate Chocobar

Khoob Machi Hai…

Khoob Machi Hai… Haaye Haaye

Khoob Machi Hai Haaye Tauba!

Khoob Machi Hai… Haaye Haaye

Khoob Machi Hai Haaye Tauba!

Naach Na Jaanun Aangan Tedha

Idhar Udhar Ludhkaave, Haan

Main Toh Piya Ke Prem Mein Doobi

Woh Hi Raas Karaave, Haan

Kaun Sasur Aur Kaun Bhataar

Har Koyi Naache Sah-Parivaar

Kaun Sasur Aur Kaun Bhataar

(Har Koi Nache… Oye Oye)

“Desi Toh Easy Hai, Bhabhi

Will You Be Able To Handle This Beat?”

Hey… Bhabhi Ji Ke Easy Gaane

Naache Koi Kaise Jaane

Beat Hai Na Decibel, Haaan…

Bhabhi Got To Be More Flexible

Haaan… Aisa Hai Kya, Waisa Hai Kya,

Aisa Pehle Dekha Hai Kya

Easy Ho Ya Difficult

You Don’T Know That I’M A Miracle

Jitna Chaho Pair Phaila Lo

Ek Chaadar Mein Kya Hoga

Ek Jhalak Mein Chaunk Gaye Ho

Full Picture Mein Kya Hoga

“Aye Sonu, Oh Sweety

Aao Bhabhi Ki Baja Do Seeti”

Dol Gaya Jo.. Jiyara Humra

Dol Gayi Ghar Ki Shobha

Dol Gaya Jo.. Jiyara Humra

Dol Gayi Ghar Ki Shobha..

Dol Gayi Ghar Ki Shobha

Khoob Machi Hai… Haaye Haaye

Khoob Machi Hai Haaye Tauba!

Khoob Machi Hai… Haaye Haaye

Khoob Machi Hai Haaye Tauba!

Khoob Machi Hai… Haaye Haaye

Khoob Machi Hai Haaye Tauba!

Khoob Machi Hai… Haaye Haaye

Khoob Machi Hai Haaye Tauba!

Song: Bhabhi Tabaahi
Album: Nayyi Navelli
Singer: Neeti Mohan
Lyrics: Vayu
Music: G.V Prakash Kumar
Cast: Addinath Kothare, Yami Gautam
Director: Balaji Mohan

Related Articles

Leave a Comment

Adblock Detected

Please support us by disabling your AdBlocker extension from your browsers for our website.