Thi Nazar Me Teri
Fikar Me Teri
Na Kadar Ki Meri
Toda Tune Mera Dil
Roya Hai Aasmaan
Bheegi Hai Ye Zameen
Kya Tujhe Maaf Wo Rab Karega
Ki Jo Badnaamiya Hai Meri….
Ik Tujhe Chaahne Ke Alaawaa
Baaki Sab Galtiyaan Hai Meri
Ik Tujhe Chaahne Ke Alaawaa
Baaki Sab Galtiyaan Hai Meri
Oooooo Ooo Oo
Ye Dard Tujhe Kya Bataaye
Saanso Ko Chubhti Hawaaye
Jabse Juda Huye Hai
Lagta Hai Mar Na Jaayen
Lagta Hai Mar Na Jaayen
Khoobiyaa Tune Dekhi Na Meri
Dekhi Hai Khaamiyaa Bas Meri
Ik Tujhe Chaahne Ke Alaawaa
Baaki Sab Galtiyaan Hai Meri
Ik Tujhe Chaahne Ke Alaawaa
Baaki Sab Galtiyaan Hai Meri
Oooooo Ooo Oo
Maahi Jahaan Tu
Wahaan Pe Mera Basera
Maahi Tu Hai Mera Savera
Mahi Tere Bin Ye Jag Hai Andhera
Mahi Tu Hi To Hai Mera Savera
Savera Maahi
Basera Maahi
Savera Maahi Tu Mera
Savera Maahi
Basera Maahi
Savera Maahi Tu Mera
Ik Tujhe Chaahne Ke Alaawaa
Baaki Sab Galtiyaan Hai Meri
Ik Tujhe Chaahne Ke Alaawaa
Baaki Sab Galtiyaan Hai Meri
Song: Galtiyan
Artist: Ayaana Khan & Raj Barman
Music Director: Vivek Kar
Lyricist: Kumaar
Cast: Ayaana Khan & Vazgen Movsisyan


