Saanson Mein Bhi
Hai Khalish Beh Rahi
Rahaton Ko Talashe
Ab Kahaan
Ishq Mein Tere
Jo Mile Faasle
Dard Dhoonde Wahin
Mera Pata
Hum Tere Hote Toh
Zakhm Sabhi Sile Hote Toh
Haan Tum Mere Hote Toh
Bewaqt Na Mile Hote Toh
Kyun Tere Mere Darmiyaan
Rehta Hai Jaise Ek Nishaan
Kyun Tere Mere Darmiyaan
Thehri Hai Jaise Dastaan
Darmiyaan
Ke Hum Khwaabon Mein Hi
Dhoonde Marham
Tum Jahan Mere Paas Ho
Humdum
Jo Phir Milenge Kahin
Aankhon Hi Aankhon Mein
Tumse Pooch Lenge Hum
Ke Tum Mere Hote Toh
Bewaqt Na Mile Hote Toh
Kyon Tere Mere Darmiyaan
Rehta Hai Jaise Ek Nishaan
Kyon Tere Mere Darmiyaan
Thehri Hai Jaise Dastaan
Darmiyaan
Song: Darmiyaan
Album: Musafir Cafe
Singers: Raghav Kaushik, Rekha Bhardwaj
Lyricist: Amrita Saluja
Musician: Raghav Kaushik
Cast: Mahima Makwana, Vedika Pinto, Vikrant Massey


