Jag Soona Hai, Man Soona Hai
Neer Nain Se Barse
Ram Gaye Vanvaas, Mahal Mein
Maa Kaushalya Tarse
Maa Kaushalya Tarse, Tarse
Meri Mamta Tumhe Pukaare
Kahaan Chale Gaye Ho Ram
Tum Hi Ho Man Ke Sahaare
Kahaan Chale Gaye Ho Ram
Tumhi Ko Chahein Mere Nayan
Tumko Hi Maange Yeh Jeevan
Tumhi Ko Chahein Mere Nayan
Meri Mamta Tumhe Pukaare
Kahaan Chale Gaye Ho Ram
Tumhi Ho Man Ke Sahaare
Kahaan Chale Gaye Ho Ram
Ho Ho Ho Ho
Ho Ho Ho Ho
Maa Kaushalya Ko Jo Ram Ji Ne Diya
Keval Itna Hi Sandesh Tha:
Woh Mera Dharm Hai, Woh Mera Karm Hai
Jo Pitashri Ka Aadesh Tha
Tu Nirash Na Ho, Tu Hatash Na Ho
Main Kabhi Door Tujhse Nahin
Mann Ki Aankhon Se Jo Dekhoge Usko
Toh Paoge Ram Ko Har Kahin
Paoge Ram Ko Har Kahin
Meri Mamta Tumhe Pukare
Kahaan Chale Gaye Ho Ram
Tumhi Ho Man Ke Sahare
Kahan Chale Gaye Ho Ram
Kahan Chale Gaye Ho Ram
Song: Kahaan Chale Gaye Ho Ram
Album: Batwara 1947
Singers: Anuradha Paudwal, Shaan
Lyricist: Javed Akhtar
Musician: A.R. Rahman
Cast: Abhimanyu Singh, Ali Fazal, Kanikka Kapur, Karan Deol, Khhushi Hajare, Preity G. Zinta, Shabana Azmi, Sunny Deol
Director: Rajkumar Santoshi


