Ye Madhosh Raaton Ke Saaye
Chale Aaye Hain Bole Bin
Zara Paas Humko Bula Lo
Ab Na Reh Paayengey Tere Bin
Lag Raha Hai Humein Ke Tumhari
Kali Zulfein Kahin Khul Gayi
Ye Madhosh Raaton Ke Saaye
Chale Aaye Hain Bole Bin
Zara Paas Humko Bula Lo
Ab Na Reh Paayengey Tere Bin
Ab Na Reh Paayengey Tere Bin
Meri Dono Baahein Teri Narmi Maange
Mujhko To Teri Baaton Se Thoda Darr Sa Laage
Sharam Jaane Bhi Do
Paas Aane Bhi Do
Ek Ho Jaane Do
Aaj Humko
Ye Madhosh Raaton Ke Saaye
Chale Aaye Hain Bole Do
Zara Paas Humko Bula Lo
Ab Na Reh Paayengey Tere Bin
Lag Raha Hai Humein Ke Tumhari
Kali Zulfein Kahin Khul Gayi
Ye Madhosh Raaton Ke Saaye
Chale Aaye Hain Bole Do
Zara Paas Humko Bula Lo
Ab Na Reh Paayengey Tere Bin
Ab Na Reh Paayengey Tere Bin
Song: Tere Bin
Music Composer: Javed-Mohsin
Singer’s: Yasser Desai & Sireesha Bhagawatula
Lyrics by: Rashmi Virag
Music Producer: Aditya Dev
Mix & Master: ADM Studioz


