Home Hindi Vishal Mishra – Galti Lyrics

Vishal Mishra – Galti Lyrics

by admin

Marte they tum pe tumne sach mein maar diya

Dil ko liya aur dil mein zehar utaar diya

Yeh haal karoge tum Yeh haal karoge tum

Yeh socha na tha yaara

Galti kar di maine Na hoga ishq dobara

Galti kar di maine Na hoga ishq dobara

Yeh haal karoge tum Yeh socha na tha yaara

Galti kar di maine Na hoga ishq dobara

Kuch na socha kuch na jaana

Mai deewana tha

Mujhko toh har haalat mein bas

Tumko paana tha

Kuch na socha kuch na jaana

Mai deewana tha

Mujhko toh bas haalat mein bas

Tumko paana tha

Chehra dil ka aaina hai

Baat yeh jhoothi hai

Lagta tha masoom bada par

Bada sayaana tha

Sachmuch tune dil pe aisa vaar kiya

Dil ko liya aur dil mein zehar utaar diya

Yeh chaal chaloge tum

Yeh chaal chaloge tum

Yeh socha na tha yaara

Galti kar di maine

Na hoga ishq dobara

Galti kar di maine

Na hoga ishq dobara

Yeh haal karoge tum

Yeh socha na tha yaara

Galti kar di maine

Na hoga ishq dobara

Galti kar di maine

Na hoga ishq dobara

Toda toda toda toda toda mujhe

Kahin ka bhi nahi mujhe chhoda tune

Kya thi khata dilo se kyu joda tune

Song: Galti
Singer: Vishal Mishra
Lyrics: Kaushal Kishore
Music: Vishal Mishra
Featuring: Aayush Sharma, Yukti Thareja

Related Articles

Leave a Comment

Adblock Detected

Please support us by disabling your AdBlocker extension from your browsers for our website.