Home Hindi Sonu Nigam, Kavita Krishnamurthy – Na Milo Humse Zyada Lyrics

Sonu Nigam, Kavita Krishnamurthy – Na Milo Humse Zyada Lyrics

by admin

Betaabi…

Kya Hoti Jaane Na Dil

Kya Bolein

Kehna Bhi Maane Na Dil

Dekho Na Yoon Humko

Chaaho Sanam

Chaahat Ki Raahon Mein

Hai Dard-O-Gham

Kitne Paas Hain

Phir Bhi Door Hain

Dono Ishq Mein

Kyoon Majboor Hain

Nazron Ka Teer Dil Ke

Kahin Paar Ho Na Jaaye

Na Milo Humse Zyada

Kahin Pyaar Ho Na Jaaye

Kahin Pyaar Ho Na Jaaye

Kahin Pyaar Ho Na Jaaye…

Milne Se Darta Hai Dil

Iqraar Ho Na Jaaye

Na Milo Humse Zyada

Kahin Pyaar Ho Na Jaaye

Kahin Pyaar Ho Na Jaaye

Kahin Pyaar Ho Na Jaaye…

Deewana…

Kar De Na Deewanapan

Kehte Hain

Ishq Pe Na Zor Sanam

Jaaneman Jaanejaan

Yeh Dillagi

Dekho Na Ban Jaaye

Dil Ki Lagi

Kaisa Dard Hai

Kaisa Haal Hai

Abh Na Hosh Hai

Ab Na Khayal Hai

Kahin Jeena Marna Bhi

Dushwaar Ho Na Jaaye

Na Milo Humse Zyada

Kahin Pyaar Ho Na Jaaye

Kahin Pyaar Ho Na Jaaye

Kahin Pyaar Ho Na Jaaye…

Milne Se Darta Hai Dil

Iqraar Ho Na Jaaye

Na Milo Humse Zyada

Kahin Pyaar Ho Na Jaaye

Kahin Pyaar Ho Na Jaaye

Kahin Pyaar Ho Na Jaaye…

Song: Na Milo Humse Zyada
Film: Badal
Singer: Sonu Nigam, Kavita Krishnamurthy
Lyrics: Sameer
Music: Anu Malik

Related Articles

Leave a Comment

Adblock Detected

Please support us by disabling your AdBlocker extension from your browsers for our website.