Home Hindi Siddharth Basrur – Madhosh Lyrics

Siddharth Basrur – Madhosh Lyrics

by admin

Main Saaki Kinaaron Ka

Bhatka Hoon In Nigaahon Par

Na Poocho Yoon Khaar Hoon

Aur Duniya Se Yoon Zaar-Zaar Hoon

Ishq Hain Kya, Haan Mujhko Bata

Teri Nazron Se Nazrein Mili

Kya Badalne Laga Yeh Kaisa Samaa

Haan Andar Hi Andar Se Dil Keh Raha

Madhosh Main, Na Hosh Mein

Aur Dil Pada Kisi Soch Mein

Haan.. Tere Paas Mein

Tere Saath Se

Lagta Hain Kuchh Khaas Yeh

Haan.. Madhosh Main, Na Hosh Mein

Aur Dil Pada Kisi Soch Mein, Haan..

………………..

Madhosh Main, Na Hosh Mein

Aur Dil Pada Kisi Soch Mein, Haan..

Song Lyrics & Tabs

Main Aandhi Toofanon Sa

Seena chattaanon Sa

Jalta Hoon Main Aag Sa

Main Aandhi Toofanon Sa

Seena chattaanon Sa

Jalta Hoon Main Aag Sa

Nigaahon Sa Tu Junoon Ban Raha

Mere Dil Pe Tera Ye Zakhm Laga

Yeh Kaisi Khalish Rahi Darmiyaan

Ke Andar Hi Andar Sulagta Raha

Madhosh Main, Na Hosh Mein

Aur Dil Pada Kisi Soch Mein

Haan.. Tere Paas Mein

Tere Saath Se

Lagta Hain Kuch Khaas Yeh

Haan.. Madhosh Main, Na Hosh Mein

Aur Dil Pada Kisi Soch Mein

Haan.. Madhosh Main, Na Hosh Mein

Aur Dil Pada Kisi Soch Mein

Madhosh Main, Na Hosh Mein

Madhosh Main, Na Hosh Mein

Madhosh Main

Song: Madhosh
Album: Toxic

Singer: Siddharth Basrur

Lyricists: Arslan Nizami, Syed Murad Gilani

Musicians: Arslan Nizami, Faheem Abdullah, Tanishk Bagchi

Cast: Kiara Advani, Tara Sutaria, Yash

Related Articles

Leave a Comment

Adblock Detected

Please support us by disabling your AdBlocker extension from your browsers for our website.