Dil ki Baazi Haar gaya main
Dil ki Baazi Haar gaya main
Tha Ishq Kalander main
Kya se kya ho gaya
Hoke tujhse juda
Main Tabahaa ho gaya
Dard aankhon se dariya banke beh gaya
Khwaab Tha Tu Mera Khwaab hi reh gaya
Khwaab Tha Tu Mera Khwaab hi reh gaya
Khwaab Tha Tu Mera Khwaab hi reh gaya
Kaali Nazar jaane kiski lagi aisi
Milke bhi hum kyu mil na sake
Tuta sa taara ho khud se hi hara ho
Mujhe maar denge maahi yeh faasle
Dard aankhon se dariya banke beh gaya
Khwaab Tha Tu Mera Khwaab hi reh gaya
Khwaab Tha Tu Mera Khwaab hi reh gaya
Khwaab Tha Tu Mera Khwaab hi reh gaya
Dil ki Baazi Haar gaya main
Dil ki Baazi Haar gaya main
Pairo main zameen nahi Hain
Sar pe aasmaan
Saaya bhi mera mujhse
Dur ho gaya
Aankhon mein baarishe hain
Honthon pe aahe
Jaane khudaya kaisa
Gunaah ho gaya
Dard aankhon se dariya banke beh gaya
Khwaab Tha Tu Mera Khwaab hi reh gaya
Khwaab Tha Tu Mera Khwaab hi reh gaya
Khwaab Tha Tu Mera Khwaab hi reh gaya…
Song: Khwaab Tha Tu Mera
Singer: Saaj Bhatt
Music: Sanjeev-Ajay
Lyrics: Sanjeev Chaturvedi


