Kahi milti si ankhiyon mein chhupe hue vaado se hum .
Bin kahe kuchh lamho koh karte hain aadhe se hum .
Har lamhe mein baatein Teri meri hoti si hain ,
Phir bhi tere saath mein pal mujhe lagte hain Kam .
Dur ho tu toh ye saara jahaan ,
Yaad Teri mein jagaata Raha .
Dil dariya , ye hawa behaya ,
Dheeme se tere naam ki awaaz kare .
Mann bhi toh ye , pagla hai zara ,
Bin baat ke hi pighla hai kare .
Kabhi yaad mein Teri Mera Mann yuhi tarsa sa hai ,
Phir raat se baat ye Teri meri karta sa hai .
Tere khaab dikha ke ye mujh se hai khele ratiya ,
Jis raat koh baat nahi Dil karta sa hai ,
Tere hi naam raat ka aasmaan ,
Taare bhi maange hai Dil ka bayaan .
Dil dariya , ye hawa behaya ,
Dheeme se tere naam ki awaaz kare .
Mann bhi toh ye , pagla hai zara ,
Bin baat ke hi pighla hai kare .
Song: Mann
Artist: Rajan Batra
Lyricist: Rajan Batra
Music Production, Keys and Backing Vocals: Himonshu Parikh
Drums: Sahil Shah
Bass: Stuart DaCosta


