Home Hindi Priyanka Dutta Thakur – Yaad Hain Lamhen Lyrics

Priyanka Dutta Thakur – Yaad Hain Lamhen Lyrics

by admin

Main tujhe apna manti hun

hamdard tujhko janti hun

Meri zindgi ka har pal

Tere sang jeena chahti hun

Yaad hain lamhen jo gujare hain

Yun kabhi na hum bhul payenge

jab magar samne tum aate ho

Hum tum se nazar yun churate hain

Yaad hain lamhen jo gujare hain

Yun kabhi na hum bhul payenge

Mujhko to bas tu hi tu chahiye

Dil ko tumsa hi dilbar chahiye

Meri sanson me tum yun bas jaiye

Tanha karke kabhi yun na jaiye

Tumse karte hai hum ek hi wada

ye pyar karenge had se zyada

Yaad hain lamhen jo gujare hain

Yun kabhi na hum bhul payenge

Song: Yaad Hain Lamhen
Singer: Priyanka Dutta Thakur
Music Composer: Sarit Dutta
Lyrics: Dr Uma Naveen Mehta

Related Articles

Leave a Comment

Adblock Detected

Please support us by disabling your AdBlocker extension from your browsers for our website.