Home Hindi Payal Dev – Kam Toh Nahi Lyrics

Payal Dev – Kam Toh Nahi Lyrics

by admin

Itna Zaroori Hai Aankhon Ko Tu

Jaise Neend Ko Khwaab Hai

Saare Jahan Se Hui Bekhabar

Tu Hi Bas Mujhe Yaad Hai

Dil Ko Kya Pata

Hai Jaana Kahan

Tere Saath Hoon

Yeh Kam Toh Nahi

Yeh Dil Manzilein

Nahi Jaanta

Tere Paas Hoon

Yeh Kam To Nahi

Tere Paas Hoon

Yeh Kam To Nahi

Mere Chehre Par Bhi Ab Toh

Tera Chehra Rehta Hai

Khushiyan Banke Inn Palkon Pe

Tu Hi Thehra Rehta Hai

Main Mere Bin

Reh Loon Magar

Hoga Guzara

Tere Bin Nahi

Yeh Dil Manzilein

Nahi Jaanta

Tere Paas Hoon

Yeh Kam To Nahi

Tere Paas Hoon

Yeh Kam To Nahi

Song: Kam Toh Nahi
Singer: Payal Dev
Lyrics: Kunaal Vermaa

Music: Payal Dev
Starring: Payal Dev, Digangana Suryavanshi, Rohit Purohit

Related Articles

Leave a Comment

Adblock Detected

Please support us by disabling your AdBlocker extension from your browsers for our website.