Uski aankhon mein fayla kajal
Baaton se karti ghayal
Saanso mein uska hi hai naam
Meri neendein udhi hai jab se
Tu aa gayi jeevan mein
Roshan kar de tu mujhko aaj
Uski aankhon mein fayla kajal
Baaton se karti ghayal
Saanso mein uska hi hai naam
Meri neendein udhi hai jab se
Tu aa gayi jeevan mein
Roshan kar de tu mujhko aaj
Maana kabhi kabhi hadd se guzar jaata hoon, tere pyaar mein
Maana kabhi kabhi hadd se guzar jaata hoon, tere pyaar mein
(RAP)
Yeah, maine bandiyan toh bhot saari dekhi
Par tere jaisi ek bhi ni aaj ke zamaane mein bhi
Pyaar kare fake ni baby
Uske baal jaise lahar sunaami ki ruhaaniyat
Se rubaru karati mujhe devi si
Sunaati story apni bachpan ki bravery ki
Dil se hai bacchi wo harkatein hain crazy si
Kuch aisi si kashish un mein ki
Kaise Na fase hum bane aashiq deewa..
Teri adha pe hai pagal
Hum sharaabi ban gaye shayar
Haaye teri adha pe hai pagal
Hum sharaabi ban gaye shayar
Tere jism ki yeh khushboo
Jab itar se mil jaaye
Bin piye lad khadaane lagu
Mujhe yun madhhosh kar jaaye
Uski aankhon mein fayla kajal
Baaton se karti ghayal
Saanso mein uska hi hai naam
Meri neendein udhi hai jab se
Tu aa gayi jeevan mein
Roshan kar de tu mujhko aaj
Uski aankhon mein fayla kajal
Baaton se karti ghayal
Saanson mein uska hi hai naam
Meri neendein udhi hai jab se
Tu aa gayi jeevan mein
Roshan kar de tu mujhko aaj
Maana kabhi kabhi hadd se guzar jaata hoon, tere pyaar mein
Maana kabhi kabhi hadd se guzar jaata hoon, tere pyaar mein
Song: Kashish
Singer: Omkar Singh
Rapper: Ashish Bhatia
Lyricist: Omkar Singh, Ashish Bhatia
Music Composer: Nishit Basumatary
Featuring: Kashish Ratnani, Ashish Bhatia
Release Date: 11 June 2024


