Home Hindi Jubin Nautiyal – Bewafa Se Pyaar Kiya Lyrics

Jubin Nautiyal – Bewafa Se Pyaar Kiya Lyrics

by admin

Woh Honth Jo Maine Choomein The

Sau Jhooth Unhi Se Bolegi

Woh Honth Jo Maine Choomein The

Sau Jhooth Unhi Se Bolegi

Tujhe Dekh Ke Toh Lagta Nahi Tha

Tu Aur Kisi Ki Ho Legi

Tu Dhokha Hai Yeh Sabne Kaha

Tu Dhokha Hai Yeh Sabne Kaha

Par Maine Hi Inkaar Kiya

Yeh Dard Mujhe Milna Hi Tha

Maine Bewafa Se Pyaar Kiya

Maine Bewafa Se Pyaar Kiya

Maine Bewafa Se Pyaar Kiya

Tu Dhokha Hai Yeh Sabne Kaha

Par Maine Hi Inkaar Kiya

Yeh Dard Mujhe Milna Hi Tha

Maine Bewafa Se Pyar Kiya

Aisa Koyi Saal Beeta

Na Koyi Maheena

Dil Pe Jab Judaai Wali

Aariyan Chali Na

Aisa Koyi Saal Beeta

Na Koyi Maheena

Dil Pe Jab Judaai Wali

Aariyan Chali Na

Aaya Nahi Kabhi Mujhe

Tere Bin Ek Pal Jeena

Ik Baar Nahi Karna Tha Jo

Haan Ik Baar Nahi Karna Tha Jo

Woh Jurm-e-Wafa Sau Baar Kiya

Yeh Dard Mujhe Milna Hi Tha

Maine Bewafa Se Pyaar Kiya

Maine Bewafa Se Pyaar Kiya

Maine Bewafa Se Pyaar Kiya

Tu Dhokha Hai Yeh Sabne Kaha

Par Maine Hi Inkaar Kiya

Yeh Dard Mujhe Milna Hi Tha

Maine Bewafa Se Pyar Kiya

Haaye Kitne Pyare The

Woh Ishq Ke Iraade

Baant Lenge Ashq Saare

Hum Dono Aadhe Aadhe

Haaye Kitne Pyare The

Woh Ishq Ke Iraade

Baant Lenge Ashq Saare

Hum Dono Aadhe Aadhe

Tu Hi Bata Kahan Gaye

Tere Sab Kasmein Vaade

Jo Toot Chuki Thi Tukdon Mein

Jo Toot Chuki Thi Tukdon Mein

Us Naav Pe Dariya Paar Kiya

Yeh Dard Mujhe Milna Hi Tha

Maine Bewafa Se Pyar Kiya

Song: Bewafa Se Pyaar Kiya
Singer: Jubin Nautiyal
Lyrics: Manoj Muntashir
Music: Payal Dev
Starring: Riva Kishan, Gautam Singh Vig

Related Articles

Leave a Comment

Adblock Detected

Please support us by disabling your AdBlocker extension from your browsers for our website.