Home ArtistGaurav Mali Gaurav Mali – Teri Deewanagi Lyrics

Gaurav Mali – Teri Deewanagi Lyrics

by admin

Teri deewanagi ya teri dillagi

Kya kahu main tere ishq ko

Hashr aisa kiya mujhko khud se judah

Chain hai lai gaya ishq ton

Haal dil tu mera bas khuda jaanta

Hai nahi ye khabar kisi ko

Dil mein uljhi hui baat dil ye kahe

Han labho tak hi tum roklo

Teri deewanagi ya teri dillagi

Kya kahu main tere ishq ko

Tune nazro se chuaa sehmi saase kuch hua

Zakham dil pe tu ho marham dil ne mangi ye dua

Tune nazro se chuaa sehmi saase kuch hua

Zakham dil pe tu ho marham dil ne mangi ye dua

Ikk aadhuri aas tum durr hoke paas tum

Jo na samjha vo sawaal ankaha sa raaz tum

Haal dil tu mera bas khuda jaanta

Hai nahi ye khabar kisi ko

Dard bhi ho tumhi aur sukoon tumhi

Kya kahu main tere ishq ko

Teri deewanagi ya teri dillagi

Kya kahu main tere ishq ko….

Song: Teri Deewanagi

Singer: Gaurav Mali
Lyrics: Mahfuz Ali
Music: Mahfuz Ali
Genre: Desi
Label: Gaurav Mali
Release Date: 08/09/2025

Related Articles

Leave a Comment

Adblock Detected

Please support us by disabling your AdBlocker extension from your browsers for our website.