Home ArtistEmiway Emiway, Flowbo, Shez – Fake Ones Lyrics

Emiway, Flowbo, Shez – Fake Ones Lyrics

by admin

Jaanu Na Kaun Mera Dost

Kaun Mera Bhai

Kaun Yahan Pe Fake Ones

Angare Chuleh Mein

Seene Mein Jigra Hai

Barse Jab Khuda Ki Rehmat

Kaafi Hai Bhai

Yeh Barish Nahi Aandhi Hai Bhai

Sab Kuchh Salamat Hai

Jis’se Main Sehmat

Dil Mein Sukoon Hai

Mastak Mein Shanti Hai Bhai

Mausam Se Badle Yahan Log

Iss Zameen Pe Kuchh Bhi Na Real Hai

Sabke Sab Nakli Hai Dost

Sb Kuchh Illusion Hai

Kuchh Bhi Na Asli Dost

Sab Nakli Hai Dost Hmm..

Woh Puchenge De Bahut

Par Kuchh Ni Ukhade Le

Seen Mein Pahonch Se Upar Hai

Us’se Bas Darte Hai Hum

Neeche Na Kisi Ka Khauf Hai

Energy Level On Top Hai

Zindagi Mauj Mein

Karte Hum Shows Pe Mauj

But Kuchh Nahi Hai Random

Bahut Hai Options

Tu Na Mera Pros Ki Na Mera Bhai

Tu Na Mera Dost Aye

Mausam Se Badle Yahan Log

Mausam Se Badle Yahan Log

Jaanu Na Kaun Mera Dost

Kaun Mera Bhai

Kaun Yahan Pe Fake Ones

Angare Chuleh Mein

Seene Mein Jigra Hai

Barse Jab Khuda Ki Rehmat

Kaafi Hai Bhai

Yeh Barish Nahi Aandhi Hai Bhai

Sab Kuchh Salamat Hai

Jis’se Main Sehmat

Dil Mein Sukoon Hai

Mastak Mein Shanti Hai Bhai

Jaanu Na Kaun Mera Dost

Kaun Mera Bhai

Kaun Yahan Pe Fake Ones

Angare Chuleh Mein

Seene Mein Jigra Hai

Barse Jab Khuda Ki Rehmat

Kaafi Hai Bhai

Yeh Barish Nahi Aandhi Hai Bhai

Sab Kuchh Salamat Hai

Jis’se Main Sehmat

Dil Mein Sukoon Hai

Mastak Mein Shanti Hai Bhai

Pehchanun Main Kaun Mera Dost

Pehchan Ke Toh Bahut Sare Bhai

Main Jaanu Kya Bolte Log

Darwaze Ke Pichhe Woh Kya Hai

Na Hota Hai Dard Ab Mehsoos

Kisi Ko Nahi Dega Phir Mauka Main

Phooka Main Phooka Off-Course

Dooba Phir Dooba Inn Kaanon Mein Yeah

Chali Meri Pen Tabhi Everybody Notice

Gali Se Main Nahi Lekin Kya Bolti Public

Taabad-Top Lafde Apan Log Hasti

Karte Ni Masti Yeh Main Asli Beej

Bhai Bole Naam Ke Liye

Jaante Nahi Matlab Shit

Kahe Ko Main Jaan Dalun Kisi Pe

Jab Usko Na Rishte Ki

Kuchh Thi Kadar Kabhi

Too Much Dance Don’t Really Care

So Many Fans Yeah I’m Blessed

Chhoo Mere Pair Don’t Really Care

Too Many Plans Yeah I’m Next

Bole Mujhe Next Up Baby I’m Monster

Rocking Like Raster Yeah Yeah

Pehle Kafi F*cked Up

Now I’m Just Town

I’m Just Bolling Yeah Yeah

Jaanu Na Kaun Mera Dost

Kaun Mera Bhai

Kaun Yahan Pe Fake Ones

Angare Chuleh Mein

Seene Mein Jigra Hai

Barse Jab Khuda Ki Rehmat

Kaafi Hai Bhai

Yeh Barish Nahi Aandhi Hai Bhai

Sab Kuchh Salamat Hai

Jis’se Main Sehmat

Dil Mein Sukoon Hai

Mastak Mein Shanti Hai Bhai

Jaanu Na Kaun Mera Dost

Kaun Mera Bhai

Kaun Yahan Pe Fake Ones

Angare Chuleh Mein

Seene Mein Jigra Hai

Barse Jab Khuda Ki Rehmat

Kaafi Hai Bhai

Yeh Barish Nahi Aandhi Hai Bhai

Sab Kuchh Salamat Hai

Jis’se Main Sehmat

Dil Mein Sukoon Hai

Mastak Mein Shanti Hai Bhai

Kaafi Hai Bhai Kaafi Hai Bhai

Farak Nahi Duniya Kya Chahti Hai

Dil Mein Sukoon Hai

Jabse Main Gira Sajde Mein

Mastak Mein Shanti Hai Bhai

Kaun Kya Soche Mujhe Farak Nahi

Mere Apnon Ko Maloom Main Kya Hoon

Kud Ko Pehchanun Nahi

Jo Tha Main 6 Mahine Pehle

Badla Main Bilkul Naya Hu

Jaanu Na Kaun Mera Dost

Kaun Mera Bhai

Kaun Yahan Pe Fake Ones

Par Jaanu Main Kaun Mera Day One

Pehchanun In Ankhon Mein Ray Ban

Ki Vison Mera Kya Hai

Heal Kare Gaane Mere

Toote Hue Khwaab Ki Dawa Hai

Bade Mere Khwaab The

Aa Poora Kara Maine Use

Dekh Beta Duniya Gawah Hai

Life Jaisa Aaj

Waisa Roz Nahi Tha

Dost Bane Par

Koyi Close Nahi Tha

Views Aane Lage The

Par Bhi Shows Nahi Tha

Par Dil Mein Kabhi

Afsos Nahi Tha Ki

Sabko Hai Mil Raha Par

Mera Kya Shot

Maloom Tha Ek Din

Haan Sab Hua Short

Kisi Par Bharosa Nahi

Bacha Ab Life Mein

That’s Why I Putt On My Trust

On My Lord

Jaanu Na Kaun Mera Dost

Kaun Mera Bhai

Kaun Yahan Pe Fake Ones

Angare Chuleh Mein

Seene Mein Jigra Hai

Barse Jab Khuda Ki Rehmat

Kaafi Hai Bhai

Yeh Barish Nahi Aandhi Hai Bhai

Sab Kuchh Salamat Hai

Jis’se Main Sehmat

Dil Mein Sukoon Hai

Mastak Mein Shanti Hai Bhai

Jaanu Na Kaun Mera Dost

Kaun Mera Bhai

Kaun Yahan Pe Fake Ones

Angare Chuleh Mein

Seene Mein Jigra Hai

Barse Jab Khuda Ki Rehmat

Kaafi Hai Bhai

Yeh Barish Nahi Aandhi Hai Bhai

Sab Kuchh Salamat Hai

Jis’se Main Sehmat

Dil Mein Sukoon Hai

Mastak Mein Shanti Hai Bhai

Song: Fake Ones

Singers: Emiway, Flowbo, Shez

Lyricists: Emiway, Flowbo, Shez

MusicBest headphones deals Musician: MEMAX

Related Articles

Leave a Comment

Adblock Detected

Please support us by disabling your AdBlocker extension from your browsers for our website.