Home ArtistDino James Dino James – Boyfriend Lyrics

Dino James – Boyfriend Lyrics

by admin

Kabhi Woh Bahut Hot Lagti

Kabhi Kuchh Zyada Hi Cute

Par Main Ek Small Town Ladka

Yeah I’m Trying To Be The Dude

Haan Main Jaanta Hoon Ache Se

Ki Woh Zyada Hai Masoom

Par Pata Nahi Mujhe Khud

Cheezon Ka Kyun Chahun Main Proof

Achha Lag Raha Hoon Na

Check Karta Rehta

Jab Bhi Uske Sath

Koyi Hans Toh Nahi Raha Mujhpe

Uda Toh Nahi Raha Mazaak

Bas Sehma Sehma Rehta Hoon

Aur Rehta Hoon Ghabraye

Chahta Hoon Har Pal Mujhse

Bole You’re My Perfect Guy

Kuch Gadbad Hai Humesha

Kehta Rehta Hai Yeh Dimaag

Rehta ? Aur Dhoondhun

Uske Character Pe Daag

Humesha Rakhna Chahun Paas

Aur Karta Rehta Hoon Shinakht

Pakdun Main Range Haath

Dhoondhta Rehta Hoon Main Chance

Kaise Mere Bin Samajh Nahi Aata

Hans Leti Hai Woh

Main Toh Uske Bin Har Kisi Ko

Bas Keh Deta Hoon No

Miss Karta Hoon Usko Roz

Bas Karta Nahi Hoon Main Show

Message Ka Wait Karta Hoon

Taaki Main Kar Paaun Ignore

Hum Saath Hai Phir Bhi Lagta Hai

Tujhe Karta Hoon Main Chase

Kabhi Mujhe Apni Lagti

Kabhi Lagti Hai Guest

Kaash Yeh Saare Thes

Tujhe Bata Paaun Main Bebes

I Wish Tujhe Rakh Paaun Main

Saja Ke In A Case

Tujhe Rakhna Main Chahun

Duniyan Se Mehfooz Kyun

Bann Gaya Hoon Main

Sehma Sa Jasoos Kyun

Khud Ke Lagaye Iss Aag Se

Mujhe Tu Bacha Le

Gadhta Hoon Kaisi Bhi

Azeeb Si Story Main

Karne Laga Hoon Khud Se Hi

Munh Zori Main

Chain-O-Sukoon

Main Karta Hoon Tere Hawale

Shayad Bhool Nahi Pa Rahi Ex Ko

Aur Bhoola Nahi Pa Rahi Past

Shayad Ab Bhi Uske Touch Mein Hai

Chhupa Rahi Hai Koi Raaz

Uske Saamne Normal Rehta Hoon

Pehna Rehta Sau Mask

Phir Insta Mein Uske Ghus Ke

Karta Rehna Hoon Jaanch

Koshish Karta Rehta

Uske Phone Ka Kaise Kholun Lock

Phat Ke Hath Mein Aa Jaati Hai

Jab Phone Aata Hai Switch Off

She Must Be Riding With Her Boss

Aise Khwaab Dete Khauf

Sunghun Chupke Uske Saare

Pehne Utre Tops

Humesha Kehti Mera Bhai Hai

Wo Hara*zaada Sid

Uske Messages Galti Se

Maine Kar Liye The Read

Hey Sid! Can We Speak

When Dino Goes To Sleep

Mujhpe Kar Rahi Thi Woh Cheat

Wo Hara*zaadi B*tch

B*tch

Jab Bann Thann Jaaye Tu

Confirm Hai Launde

Hardum Kahenge Tere Laayak Hoon

Concern Hai Genuine Humdum

Tabhi Toh Beta Rai Doon

Kam Dam Dhamkate Hai Brahmdutt

Pee Ke Tight Hoon

Mangharant Likhe Saare Granth

Usmein Hai Daayan Tu

Manthan Karta Hoon Aur Satsang

Uski Wajah Hai Tu

Constant Khayalon Ke Ghar Par

Yeh Wapas Aaye Kyun

Lakshan Hai Sab Jan Kahenge

Mujhe Saare Psycho

Tujhe Rakhna Main Chahun

Duniyan Se Mehfooz Kyun

Bann Gaya Hoon Main

Sehma Sa Jasoos Kyun

Khud Ke Lagaye Iss Aag Se

Mujhe Tu Bacha Le

Gadhta Hoon Kaisi Bhi

Azeeb Si Story Main

Karne Laga Hoon Khud Se Hi

Munh Zori Main

Chain-O-Sukoon

Main Karta Hoon Tere Hawale

Dino

Dino

Main Tere Ko Saari Raat

Phone Try Kar Raha Tha

Kahan Gayi Thi Tu?

I Slept Early Bebe

Par Subah Se Tu Pee Raha Hai Kyun

Chal Saali Pr*stitute

Door Reh Mujhse Samjhi Na Tu

Arey Par Hua Kya Hai

What The F*ck Is Wrong With You?

Batao Inke Pyar Mein Pada Tha

Aur Yeh Khel Rahi Thi Games

What?

Mere Naam Se Joda Name Aur

Kahin Aur Ho Rahe Kapde Change

Shut The F*ck Up

Do You Even Know

What You’re Saying?

You Shut The F*ck Up

Mera Naam Ab Apne Munh Se

Lena Nahi Again

Arey Par Hua Kya Hai

Mujhe At Least Batayega Kya Tu

Tera Phone Dekha

Sid Ke Sath Mast

Macha Rahi Hai Na Tu

Oh My God!

Aur Dekha Saamne Aa Hi Gaya Na

Beta End Mein Truth

Achha Karta Hoga Smooch

Aur Tu Bhej Rahi Hogi Nudes

I Can’t Believe It

Sid Mera Bhai Hai

Achha Bhai Ke Saath Mein

So Kar Aayi Hai

Sahi Hai Beta Sahi Hai

Shut Up Shut Up

Shut Up D

Teri Soch Kitni Ghatiya Hai

Tu Ganda Hai Chhi

You Know What Teri Galti Nahi Hai

It’s Really Not Your Fault

Tum Saare Saale Same Ho

Damn You F*ck You All

Mujhe Teri Soch Pe

Jaane Kyun Taras Aata Hai D

You Don’t Need A F*cking Partner

You Need A F*cking Doll

Tere Baap Dada Ne Daali Hai

Tere Andar Gandi Soch

Bas Yahi Tumhara Make Hai

This Is You Genetic Code

Now Don’t You F*cking Touch Me

Leave Me Mujhe Chhod

Tere Shak Aur Insecurity Ka

Nahi Hai Koi Tod

Girls Ko Product Samajhte Hain

Almost Saare Men

Par Tu To Ek Dum Perfect Tha Na

10/10

Matlab Jo Bhi Toone Kiya Tha

Woh Kar Raha Tha Pretend

Main Paagal Thi Jo Soch Rahi Thi

Ki My D Is Different

Haan Main Sid Se Raat Bhar

Chupke Chupke Baatein Karti Thi

Tujhe Propose Karne Ka Idea

Koyi Lag Nahi Raha Tha Thik

Par Tu Shak Mein Itna Andha Tha

Obviously You Can’t See

Ki Ghar Pe Maine Bol Diya Hai

Will You Marry Me!

Song: Boyfriend

Singer: Dino James

Lyrics: Dino James

Music: Bluish Music

Starring: Dino James, Benafsha Soonawalla

Related Articles

Leave a Comment

Adblock Detected

Please support us by disabling your AdBlocker extension from your browsers for our website.