Sajan de naam di lagi hai mendi
Laaddo tere
Heathon mein
Banno vidai wale hanju
Bhare hai
Teri aankhon mein
Sajan de naam di lagi hai mendi
Laaddo tere
Heathon mein
Banno vidai wale hanju
Bhare hai
Teri aankhon mein…
Yaad aayengi mujhe
Baabul Teri galiyan
Yaad aayengi mujhe
Baabul Teri galiyan
Woh Bachpan ki baatein
Tere baagon ki kaliyan
Yaad aayengi mujhe
Baabul Teri galiyan
Yaad aayengi mujhe
Baabul Teri galiyan
Woh Bachpan ki baatein
Tere baagon ki kaliyan
Yaad aayengi mujhe
Baabul Teri galiyan
Yaad aayengi mujhe
Baabul Teri galiyan
Teri baahon ka jhula
Woh palna woh Dori
Ab tak na bhuli main baabul
Teri meethi meethi Lori
Teri baahon ka jhula
Woh palna woh Dori
Ab tak na bhuli main baabul
Teri meethi meethi Lori..
Mujhe bulayenge waapas
Woh chaubare
Woh daliyaan..
Yaad aayengi mujhe
Baabul Teri galiyan
Yaad aayengi mujhe
Baabul Teri galiyan
Sunn laadli…
Jitthe tu chali
Tere naal naal jayengi,
Baabul di duaaayein
Tere daaman mein…
Khelein har khushiyaan
Akhaan vich tere
Kabhi hanju nai aayein.
Hanju nai aayein…
Hanju nai aayein…
Bhool na paaungi mein tere
Kisse aur paheliyaan
Yaad aayengi mujhe
Baabul Teri galiyan
Yaad aayengi mujhe
Baabul Teri galiyan
Woh Bachpan ki baatein
Tere baagon ki kaliyan
Yaad aayengi mujhe
Baabul Teri galiyan
Yaad aayengi mujhe
Baabul Teri galiyan..
Sajan de naam di lagi hai mendi
Laaddo tere
Heathon mein
Banno vidai wale hanju
Bhare hai
Teri aankhon mein
Sajan de naam di lagi hai mendi
Laaddo tere
Heathon mein
Banno vidai wale hanju
Bhare hai
Teri aankhon mein…
Song: Babul Teri Galliyaan
Artist: Bhoomi Trivedi and Harshit Saxena
Music: Harshit Saxena
Lyrics: Sameer Anjaan
Director: Ankit Ojha


