Dekha Maine Jab Tumko Pehli Dafa
Kya Kahe Dil Ka Haal O Mere Sanam
Dekha Maine Jab Tumko Pehli Dafa
Kya Kahe Dil Ka Haal O Mere Sanam
Itna Bura Haal Tune Ab Mera Kiya
Haay Tera Ye Chehra
Haay Tera Ye Chehra Jab Hota Rubaroo
Haay Tera Ye Chehra Jab Hota Rubaroo
Dhadkane Meri Bhi Ho Jaati Bekabu
Dhadkane Bhi Meri Ho Jaati Bekabu
Haay Tera Ye Chehra Jab Hota Rubaroo
Dhadkane Bhi Meri Ho Jaati Bekabu
Masha Allah Tera Chehra Subhan Allah
Masha Allah Teri Ada Wallah Wallah
Subah Subah Meri Gali Se Jab Guzarti Ho
Ishq Ki Boonde Banke Mujhpe Barasti Ho
Main To Bheeng Jaata Hoon
Tere Dil Ki Baarish Mein
Tum Mohabbatoin Ki
Baate Kyoon Nahin Karte Ho
Haay Tera Ye Chehra
Haay Tera Ye Chehra Jab Hota Rubaroo
Haay Tera Ye Chehra Jab Hota Rubaroo
Dhadkane Meri Bhi Ho Jaati Bekabu
Dhadkane Bhi Meri Ho Jaati Bekabu
Haay Tera Ye Chehra Jab Hota Rubaroo
Dhadkane Bhi Meri Ho Jaati Bekabu
Masha Allah Tera Chehra Subhan Allah
Masha Allah Teri Ada Wallah Wallah
Noor Banke Tum Dil Mein
Yoon Mere Samaati Ho
Aasmaan Pe Chand Banke
Tum Jagmagaati Ho
Aisi Koi Shab Nahin Hai
Aisa Koi Din Nahin
Jab Tu Khyaalon Mein
Mujhe Na Sataati Ho
Haay Tera Ye Chehra
Haay Tera Ye Chehra Jab Hota Rubaroo
Haay Tera Ye Chehra Jab Hota Rubaroo
Dhadkane Bhi Meri Ho Jaati Bekabu
Dhadkane Bhi Meri Ho Jaati Bekabu
Masha Allah Tera Chehra Subhan Allah
Masha Allah Teri Ada Wallah Wallah
Masha Allah Tera Chehra Subhan Allah
Masha Allah Teri Ada Wallah Wallah
Main Ishq Ki Aadat Mein
Majboor Ho Gaya Hoon
Aashiq Na Mila Mujhko
Main Choor Ho Gaya Hoon
Sab Kehte Deewana Hai
Majboor Mehngai Hoon
Main Pyaar Ka Bas Unke
Main Yaar Sehadaayi Hoon
Majboor Na Kar Mujhko
Main Ishq Ka Maara Hoon
Majboor Na Kar Mujhko
Main Ishq Ka Maara Hoon
Tu Yaad Kar Bas Itna
Main Yaar Tumhara Hoon
Dhadkane Bhi Meri Ho Jaati Bekabu
Dhadkane Bhi Meri Ho Jaati Bekabu
Masha Allah Tera Chehra Subhan Allah
Masha Allah Teri Ada Wallah Wallah
Song: Rubaroo
Singer: Altmash Faridi
Feat: Sarmistha Acharjee, Emir Shah
Lyrics: Modh Ateek
Composer: Babli Haque & Meera Sarkar
Director: Yogesh D Rai, Abhishek Mishra


