Home ArtistAkull Akull – I’m Flyin Lyrics

Akull – I’m Flyin Lyrics

by admin

Akull On The Beat Yeah!

Nazron Se Jo Nazrein Mili

Teri Nazron Mein Main Kho Gaya

Mere Pair Patang Bann Gaye

Teri Khushbu Ka Jo Asar Ho Gaya

Jo Bhi Ho Raha Achha Lag Raha

Jhootha Sa Yeh Khwaab

Mujhe Saccha Lag Raha

Udne Laga Hoon Main Udne Laga

Teri Wajah Se Main Udne Laga Hoon Yaar

Udne Laga Hoon Main Udne Laga

Toone Di Hawa Toh Main Udne Laga

I’m Flyin

Baadalon Se Hone Lagi Hai Yaarian

Aasmaan Se Aage Jaane Ki Taiyariyan

Baadlon Se Hone Lagi Hai Yaarian

Chaand Pe Hai Teri Meri Davedariyan

Na Tujhe Khabar Na Mujhko Pata

Ishq Hai Ya Phir Sitaaron Ki Dua

Udne Laga Hoon Main Udne Laga

Teri Wajah Se Main Udne Laga Hoon Yaar

Udne Laga Hoon Main Udne Laga

Toone Di Hawa Toh Main Udne Laga

I’m Flying

Ab Zameen Pe Yeh Dil Na Lage

Ab Hawa Mein Hi Pyar Karein

Ik Saans Main Dono Jeeyein

Kate Raatein Yahin Ho Subah

Udne Laga Hoon Main Udne Laga

Tere Isharon Pe Main Udne Laga Hoon Yaar

Udne Laga Hoon Main Udne Laga

Toone Di Hawa Toh Main Udne Laga

Song: I’m Flyin

Singer: Akull

Lyrics: Kumaar

Music: Akull

Related Articles

Leave a Comment

Adblock Detected

Please support us by disabling your AdBlocker extension from your browsers for our website.