Home ArtistAditya Rikhari Aditya Rikhari, Tulsi Kumar – Jaana Samjho Na Lyrics

Aditya Rikhari, Tulsi Kumar – Jaana Samjho Na Lyrics

by admin


O Mere Sajna Ve Dhola Mere O

Aankhon Mein Dekho Meri Dil Ki Kaho



Dam Dam Dam Dam Dam Hardam

Bharte Hai Naam Ke Tere

Jeete Hai Tere Liye Aur

Marte Hai Nam Pe Tere



Dam Dam Dam Dam Dam Hardam

Bharte Hai Naam Ke Tere

Jeete Hai Tere Liye Aur

Marte Hai Nam Pe



Jaana Samjho Na Dil Kehta Hai

Teri Galiyon Mein Hi Rehta Hai

Jaana Samjho Na Dil Kehta Hai

Teri Baahon Mein Jeena Hai

Marna Hai Ishq Mein Tere



O Mere Sajna Ve Dhola Mere O

Aankhon Mein Dekho Meri Dil Ki Kaho

O Mere Saajna Ve Dhola Mere O

Baahon Mein Bar Lo Kahi Na Jane Do



Ishq Ki Baaziyan Ye Saari Hai Kheli Maine

Dil De Ke Bhi Ye Ratein Kaati Akeli Maine

Ek Bhaye Mujhko Uljha Uljha Si Jaana Tu

Varna Suljhayi Ek Se Ek Paheli Maine



Jaana Samjho Na Hum Darte Hai

Dekhe Dur Se Tujhko Jee Bharte Hai

Jana Samjho Na Ham Tere Hai

Pyaar Karte Hai Tumse

Jeete Marte Hai Ishq Mein Tere



O Mere O Mere O Mere Mere

O Mere Sajna Ve Dhola Mere O

Baahon Mein Bar Lo Kahi Na Jane Do



Tujhse Mili Toh Dil Ko Aaram Hai

Ab Na Fikar Kya Iska Anjaam Hai

Ab De Zamana Chahe Koyi Saza

Hans Kar Seh Loon Jo Bhi Ilzam Hai



Jana Samjho Na Hum Tere Hai

Tujhse Shamein Hai Tujhse Sawere Hai

Jana Samjho Na Hum Tere Hai

Tere Khwabon Mein Jeena Hai

Marna Hai Ishq Mein Tere



O Mere Sajna Ve Dhola Mere O



O Mere Sajna Ve Dhola Mere O

Aankhon Mein Dekho Meri Dil Ki Kaho

O Mere Saajna Ve Dhola Mere O

Baahon Mein Bar Lo Kahi Na Jane Do









Song: Jaana Samjho Na

Album: Bhool Bhulaiyaa 3

Artist: Aditya Rikhari, Tulsi Kumar

Lyricist: Aditya Rikhari

Musician: Aditya Rikhari, Dj Chetas, Lijo George

Cast: Kartik Aaryan, Triptii Dimri

Director: Anees Bazmee

Related Articles

Leave a Comment

Adblock Detected

Please support us by disabling your AdBlocker extension from your browsers for our website.