Hmm, Pehli Nazar Mein
Tumko Yaara Apna Maan Liya
Tu Jo Nahi Toh Kuchh Nahi Hai
Ab Yeh Jaan Liya
Saanse Jalne Lagi
Rooh Tadapne Lagi
Tu Bhi Ruk Sa Gaya
Main Bhi Tham Si Gayi
Chha Raha Hain
Yeh Kaisa Nasha
Aankhon Se Tune Yeh Kya Keh Diya
Dil Yeh Deewana Dhadkane Laga
Tanhai Mein Hum Mile Iss Tarah
Baarish Mein Shola Bhadakne Laga
Tu Tadapne Laga
Main Machalne Lagi
Boond Tan Pe Giri
Jaan Machalne Lagi
Chha Raha Hain
Ajab Sa Nasha
Aankhon Se Tune Yeh Kya Keh Diya
Dil Yeh Deewana Dhadkane Laga
Thodi Sardi Bhi Hai
Thodi Garmi Bhi Hai
Thodi Bebasi
Thodi Marzi Bhi Hai
Aise Mein Hum Bhala
Kya Karein Tu Bata
Jo Bhi Hota Hai Woh
Hone De Dilruba
Aankhon Se Toone Yeh Kya Keh Diya
Dil Yeh Deewana Dhadkane Laga
Tanhai Mein Hum Mile Iss Tarah
Barish Mein Shola Bhadakne Laga
Tu Tadapne Laga
Main Machalne Lagi
Boond Tan Pe Giri
Jaan Machalne Lagi
Chha Raha Hai
Ajab Sa Nasha
Song: Aankhon Se Tune 2.0
Album: Bhai Tera Star Hai
Singers: Alka Yagnik, Dev Negi, Kumar Sanu, Palak Muchhal
Lyricists: Mohsin Shaikh, Sameer Anjaan
Musician: Lijo George
Cast: Niharika NM, Raghav Juyal
Director: Tushar Kalia


