Baatein pyaar ki tum bemisaal karte ho
Baate pyar ki tum bemisaal karte ho
Par pyaar nahi karte kya kamaal karte ho
Bura na mano aaj bata do cheez kya ho tum
Patthar ka tumhara dil hai ya behaya ho tum

Kapdon ki tarah har din tum yaar badalte ho
Mujhe samajh nahin aata jaane kis nasal ke ho

Main shor machake keh dunga … bewafa ho tum
Patthar ka tumhara dil hai ya behaya ho tum
Patthar ka tumhara dil hai ya behaya ho tum
Patthar ka tumhara dil hai ya behaya ho tum
Likh karke de doon tumko ek din pachtaoge
Tum yaad karoge wafa meri aur ashq bahaoge

Wafa ke badle daga dia kyu zara batao tum
Patthar ka tumhara dil hai ya behaya ho tum
Patthar ka tumhara dil hai ya behaya ho tum
Patthar ka tumhara dil hai ya behaya ho tum.
Song: Patthar Ka Tumhara Dil
Singer: Saaj Bhatt
Featuring: Pravisht Mishra, Ulka Gupta, Ghazi Khan
Music: Sanjeev Chaturvedi
Lyrics: Sanjeev Chaturvedi