Aaye Ho To Jao Na Dil Jala Ke
Paani Paani Kar Di Nazar Mila Ke
Aaye Ho To Jao Na Dil Jala Ke
Paani Paani Kar Di Nazar Mila Ke
Dheere Dheere Se Utrega Mere Yaar
Ye Ishq Ka Bukhaar
Aaya Hoon Main Aag Yahan Jalane
Paani Paani Karke Tujhe Bhigane
Dheere Dheere Se Sab Doonga Main Utaar
Ye Ishq Ka Bukhaar
Meethi Meethi Baatein Karna
Baaton Mein Hi Raatein Karna
Raaton Mein Mulaqatein Karna
Karte Rehna Aana Jana Aana Jana
Jee Jaan Luta Doongi Aaj Tujhpe Kasam Se
Kyun Laal Ho Raha Hai Mohabbat Mein Sharm Se
Main Kaam Tere Aaun Hai Ye Dil Mein Chahatein
Khil Jaayega Ye Husn Mera Tere Karam Se
Aaye Ho To Jao Na Dil Jala Ke
Paani Paani Kar Di Nazar Mila Ke
Dheere Dheere Se Utrega Mere Yaar
Ye Ishq Ka Bukhaar
Humne Mahki To Lagi Tu
Badi Lagat Se Bani Hai
Teri Kya Baat Haseena
Badi Fursat Se Bani Hai
Baghawat Kyon Na Karega
Batao Ishq Hamara
Chadha Hai Aasman Pe
Aasman Pe Ishq Ka Paara
Aaya Hoon Main Aag Yahan Jalane
Paani Paani Karke Tujhe Bhigane
Dheere Dheere Se Sab Doonga Main Utaar
Ye Ishq Ka Bukhaar
Aaye Ho To Jao Na Dil Jala Ke
Paani Paani Kar Di Nazar Mila Ke
Dheere Dheere Se Utrega Mere Yaar
Ye Ishq Ka Bukhaar
Song: Ishq Bukhaar
Album: Tehran
Singers: B Praak, Shreya Ghoshal
Lyricist: Irshad Kamil
Musician: Tanishk Bagchi
Cast: Elnaaz Norouzi, John Abraham, Manushi Chillar, Neeru Bajwa
Director: Arun Gopalan