Rochak Kohli – Yeh Saari Baat Lyrics

Gun-Guni Dhoop Jaisi

Hain Jo Baatein Teri

Yaad Aane Lagi Hain

Aate Jaate Teri

Tune Khawbon Se Bhar Di

Sooni Raatein Meri

Tujhe Paa Ke

Jeene Laga Hu Main

Yeh Saari Baat Tab Tak Hai

Tumhara Saath Jab Tak Hai

Hasin Yeh Raat Tab Tak Hai

Tumhara Saath Jab Tak Hai

Ho Pata Hai Tumhein Hi

Dil Ki Bareeki Meri

Hai Tumhi Se Hi Raushan

Saari Tareekhi Meri

Mere Toote Makaan Ki Chhat Pe

Yeh Aaftab Tab Tak Hai

Tumhara Yeh Saath Jab Tak Hai

Yeh Saari Baat Tab Tak Hai

Tumhara Saath Jab Tak Hai

Hasin Yeh Raat Tab Tak Hai

Tumhara Saath Jab Tak Hai

Hote Hain Zameenon Se

Yun Toh Door Aasmaan

Dono Ka Magar Dekho

Gehra Hain Vaasta

Dhundha Hain Chahe Dil Ne

Mushqil Sa Raasta

Tujhe Paa Ke

Jeene Laga Hu Main Haan

Yeh Saari Baat Tab Tak Hai

Tumhara Saath Jab Tak Hai

Hasin Yeh Raat Tab Tak Hai

Tumhara Saath Jab Tak Hai

Song: Yeh Saari Baat
Singer: Rochak Kohli
Lyrics: Gurpreet Saini, Gautam G Sharma, Anubhav Bhadauria
Music: Sameer Kaushal
Starring: Srishti Ganguli Rindani, Ritvik Sahore

Related posts

Gajendra Verma – Sahra Lyrics

Bohemia – Sahara Lyrics

Shreya Ghoshal, Vishal Mishra – Do Din Ki Zindagi Lyrics