Pratyush Dhiman – Aziyat Lyrics

Haule Haule Se Aankhein Rone Lagi

Neend Na Aayi Par Aankhein Sone Lagi

Saath Nibhaye Jo Tu

Janmo Hi Janmo Ka Toh Yeh

Yaari Reh Jaayegi

Takta Rahun Teri Nigahon Ko

Darbadar Ke

Kuch Toh Keh Jaayegi

Door Tu Hai Ya Hum Ho Gaye

Faasle The Ya Ab Ho Gaye

Jaane Kyun Yeh Rishte Jo The

Khatam Ho Gaye

Kya Teri Meri Baatein Ab Main Karun

Kyun Aankhein Bewajah Hi Bharun

Jaane Kyun Yeh Rishte Jo The

Khatam Ho Gaye

Toh Kya Hua Tu Mera Nahi

Kahun Na Koi Baat Main

Firta Rahun Awaara

Saari Ki Saari Raat Mein

Saath Nibhaye Jo Tu

Janmo Hi Janmo Ka Toh Yeh

Yaari Reh Jaayegi

Takta Rahun Teri Nigahon Ko

Darbadar Ke

Kuch Toh Keh Jaayegi

Door Tu Hai Ya Hum Ho Gaye

Faasle The Ya Ab Ho Gaye

Jaane Kyun Yeh Rishte Jo The

Khatam Ho Gaye

Kya Teri Meri Baatein Ab Main Karun

Kyun Aankhein Bewajah Hi Bharun

Jaane Kyun Yeh Rishte Jo The

Khatam Ho Gaye

Song: Aziyat
Singer: Pratyush Dhiman

Musician: Pratyush Dhiman
Lyricist: Pratyush Dhiman
Cast: Pratyush Dhiman, Sana Khan

Related posts

Gajendra Verma – Sahra Lyrics

Bohemia – Sahara Lyrics

Shreya Ghoshal, Vishal Mishra – Do Din Ki Zindagi Lyrics