Bheega Bheega Ye Sama
Main Aur Tu Bhi Jawan
Aa Mere Paas Sathiya
Mujhko Bula Rahi Hai
Kaatil Ye Aankhein Teri
Aa Mere Paas Sathiya
Na Ho Tu Udas Tere Paas Paas
Main Rahunga Zindagi Bhar
Na Ho Tu Udas Tere Paas Paas
Main Rahunga Zindagi Bhar
Saare Sansar Ka Pyaar
Maine Tujhi Mein Paya
Tu Mile
Tu Mile Dil Khile
Aur Jeene Ko Kya Chahiye
Haan Tu Mile Dil Khile
Aur Jeene Ko Kya Chahiye
Chanda Tujhe O Oo Ooo
Dekhne Ko Nikla Karta Hai
Aaina Bhi O Oo Ooo
Deedar Ko Tarsa Karta Hai
Itni Haseen Koi Nahi
Itni Haseen Koi Nahi
Husn Dono Jahan Ka Ek
Tujh Mein Simat Ke Aaya
Tu Mile
Tu Mile Dil Khile
Aur Jeene Ko Kya Chahiye
Tu Mile Dil Khile
Aur Jeene Ko Kya Chahiye
Song: Tu Mile Dil Khile
Artist(s): Stebin Ben, Asees Kaur
Musician(s): Lijo George – Dj Chetas
Writer(s): Lijo George Cast: Stebin Ben, Larissa Bonesi


