Home Hindi Sachin-Jigar, Soumyadeep Sarkar – Rahein Na Rahein Hum Lyrics

Sachin-Jigar, Soumyadeep Sarkar – Rahein Na Rahein Hum Lyrics

by admin

Aur Kya Chahiye

Ke Zindagi Bhar Tujhe

Reh Sakein Yaad Hum

Rahein Na Rahein Hum

Rahein Na Rahein Hum

Sath Na Ho Ke Bhi

Har Ek Din Har Ghadi

Hain Tere Saath Hum

Rahein Na Rahein Hum

Rahein Na Rahein Hum

Tujhse Juda Hum Kahan

Hain Bas Wahin Tu Jahan

Tujhse Juda Hum Kahan

Hain Bas Wahin Tu Jahan

Tujh Mein Aabaad Hum..

Rahein Na Rahein Hum

Rahein Na Rahein Hum

Pyar Jo Na Kisi Ko Samajh Aaye Re

Sirf Mehsoos Jisko Kiya Jaye Re

Taul Paayein Na Tuk Ke Taraazu Jise

Waqt Ke Daayere Baandh Na Paayein Re

Tujhse Vahi Toh Kiya

Dil Kya Tujhe Sab Diya

Har Reet Se Rasm Se

Bandish Ki Har Qism Se

Ab Hain Aazaad Hum

Rahein Na Rahein Hum

Rahein Na Rahein Hum

Song: Rahein Na Rahein Hum
Album: Thamma

Singers: Sachin-Jigar, Soumyadeep Sarkar

Lyricist: Amitabh Bhattacharya

Musician: Sachin-Jigar

Cast: Ayushmann Khurrana, Nawazuddin Siddiqui, Paresh Rawal, Rashmika Mandanna

Director: Aditya Sarpotdar

Related Articles

Leave a Comment

Adblock Detected

Please support us by disabling your AdBlocker extension from your browsers for our website.