Jis aur maine dekha tera chehra nazar aaya
Nazro mein ulajh karke mera dil tere paas aaya
Berang thi fijaye ruthi thi yeh hawayein
Tere aane se hai badli fitrat mein nikhar aaya
Suna hai ishq mein dhadkta dil hai yun
Munasib hai kahin behekna dil ka yun
Suna hai ishq mein dhadkta dil hai yun
Munasib hai kahin behekna dil ka yun
Meri manzil ban gayi hai
Jin rahon pe tu hain chalta
Aankhon se jaane kya rishta
Banta hai aur bigadta
Meri manzil ban gayi hai
Jin rahon pe tu hain chalta
Aankhon se jaane kya rishta
Banta hai aur bigadta
Saanson se zyada tu hai zaroori
Tu hi zaroori jeene ke liye
Suna hai ishq mein dhadkta dil hai yun
Munasib hai kahin behekna dil ka yun
Suna hai ishq mein dhadkta dil hai yun
Munasib hai kahin behekna dil ka yun
Song: Suna Hai Ishq Mein
Singer/Composer: Gaurav Mali
Lyrics: Mahfuz Ali
Mix/Master by: Mahfuz Ali
Label: Gaurav Mali
Digital Media Partner: Supernal Digital Media


