Home Hindi Sagar Bhatia, Neeti Mohan – Khudaya Lyrics

Sagar Bhatia, Neeti Mohan – Khudaya Lyrics

by admin

Khudaya mujhe ishq ki aag jalaye

Khudaya mujhe ishq ka dard rulaye

Kahin se mere dil ki dawa le aa

Khudaya mere dil ki dawa le aa

Tu juda ho ke dekh le

Hai judai ka dard kya

Jeena uske bina hai toh

Jeene marne mein farq kya

Tune deewana jo banaya

Toh maana main khudaya

Ye teri raza hai na

Allah hu allah tu aasra de

Allah hu allah dil na dukha re

Khudaya mujhe ishq ki aag jalaye

Khudaya mujhe ishq ka dard rulaye

Kahin se mere dil ki dawa le aa

Khudaya mere dil ki dawa le aa

Allah hu allah, mere maula

Allah hu allah, maula, re maula

Teri rehmat ka vaasta

Tu dikha koi rasta

Dil jalon ko naa ja chhod ke

Tarbatar ho mohabbatein

Ye bhi hai koi shart kya

Jeena uske bina hai toh

Jeene marne mein farq kya

Tune deewana jo banaya

To mana main khudaya

Ye teri raza hai na

Tune deewana jo banaya

Toh maana main khudaya

Ye teri raza hai na

Allah hu allah tu aasra de

Allah hu allah dil na dukha re

Song: Khudaya
Singer: Sagar Bhatia, Neeti Mohan
Album: Sarfira
Lyricist: Manoj Muntashir Shukla
Music: Suhit Abhyankar
Director: Sudha Kongara
Cast: Akshay Kumar, Paresh Rawal, Radhikka Madan

Related Articles

Leave a Comment

Adblock Detected

Please support us by disabling your AdBlocker extension from your browsers for our website.