Auron ke liye gunaah sahi,
Hum piye to shabab banti hai.
Sau gamon ko nechor kar,
Ek qatra sharab banti hai.
Itna kaafi hai bas haath mein jaam hai,
Aur dawaayein mujhe kuch nahi chahiye.
Itna kaafi hai bas haath mein jaam hai,
Kuch dawaayein mujhe ab nahi chaihiye.
Ek botel main bas qaid hojaun main
Ha rehaye mujhe ab nahi chahiye.
Main youhi raasto mein bhatakta raha,
Usne you raaste se hataya mujhe, hataya mujhe.
Main sharabi nahi tha mere doston,
Bewafa ne sharabi banaya mujhe.
Main sharabi nahi tha mere doston,
Bewafa ne sharabi banaya mujhe.
Mere dil mein tha jiska thikana kabhi,
Aaj usne thikane lagaya muujhe.
Jo sambhalte hai unko kya maloom,
Kaise la zed hai lar khara ne mein.
Jo sambhalte hai unko kya maloom,
Kaise la zed hai lar khara ne mein.
Mujhko duniya se lena dena kya,
Aagaya main sharab khane mein.
Main sharabi nahi tha mere doston,
Bewafa ne sharabi banaya mujhe.
Main sharabi nahi tha mere doston,
Bewafa ne sharabi banaya mujhe.
Mere dil main tha jiska thikana kabhi,
Aaj usne thikane lagaya muujhe.
Aaj ruko na saathiyon mujhko.
Zindagi ko zara si jeene do.
Aaj ruko na saathiuon mujhko.
Zindahgi ko zara si jeene do.
Yeh mere ishq ka fasana hai.
Aaj mujhko sharaab peene do.
Song: Sharabi
Singer: Altamash Faridi
Music: Asif Faridi
Lyrics: Tanveer Ghazi
Category: Hindi song
Release Date: May 1, 2023


