Zyra Nargolwala – Kahaniyaan Lyrics

kahaniyaan teri meri pyaar ki,

kuch likh di hain aur kuch reh gyi hain bahar ki,

zindagi ki dhoop mein ik shaanv bann jaye hum,

kyun na do pal ko bas tere ho jayein hum,

dunia ki bheed se kahin door nikal jaye hum,

teri manzilon ka raasta bann jaye hum,

kyun na hawayon ki baahon mein so jaye hum,

inn raaton mein taaron ke shehar mein kho jaye hum,

kyun na hawayon ki baahon mein so jaye hum,

inn raaton mein taaron ke shehar mein kho jaye hum,

naya safar aur hathon mein bas tera haath ho,

abb mere,

koi kami bhi na lage bas tu jo saath ho,

abb mere,

karle sabhi baatein jo baaki kahin ho na jaye raat khatam,

zindagi ki dhoop mein ik shaanv bann jaye hum,

kyun na do pal ko bas tere ho jayein hum,

dunia ki bheed se kahin door nikal jaye hum,

teri manzilon ka raasta bann jaye hum,

kyun na hawayon ki baahon mein so jaye hum,

inn raaton mein taaron ke shehar mein kho jaye hum,

kyun na hawayon ki baahon mein so jaye hum,

inn raaton mein taaron ke shehar mein kho jaye hum.

Song: Kahaniyaan

Lyrics: Himanshu Kohli
Music: Himanshu Kohli
Singer: Zyra Nargolwala

Related posts

Anand Bhaskar, Ginny Diwan, Shreya Ghoshal – Vaaroon Reprise Lyrics

Madhur Sharma, Nusrat Fateh Ali Khan, Vaibhav Pani – Sanson Ki Mala Lyrics

Subodhh Sharma – Toh Phir Aao (Dobara) Lyrics