Aaya Vijeta
Khuda Ka Chaheta
Yodha Hai Subahe Wo
Raat Ko Dracula
Beat’ein Hai Sajata
Rokda Chabata
Hater Ko Nachata
Karwata Bachata
Kara Ni Diss Abhi
Phir Bhi Ye Baithe Hai Sehem Ke
Duniya Kehti Yo Yo Thoda
Toh Rehem De
51 Gaane Daale
Jal Ke Kaale Saale
Chabi Faiki Maine
Muh Pe Maare Taale
South Asian Music
Inke Naye Gaane Lagte
Jaise Purane
Music Sudharne
Bheja Hai Khuda Ne
Rap God
Poori Duniya Nacha Di
Rap God
Aisi Kismat Humari
Rap God
Macha Di Tabaahi
I’m Handpicked By Uparwala Hi
Yaar Mila De
Pyar Mila De
Zyada Ni Bas
Ek Baar Mila De
Rakh Lunga Bottle Mein
Rooh Mein Fasa Ke
Jhukti Duniya
Jo Hum Haath Utha De
Yaar Mila De
Pyar Mila De
Zyada Ni Bas
Ek Baar Mila De
Rakh Lunga Bottle Mein
Rooh Mein Fasa Ke
Jhukti Duniya
Jo Hum Haath Utha De
Matlabi Matlabi Duniya
Kaale Naag Ki Karwat Duniya
Karti Chal Kapat Ye Duniya
Jalti Har Wakat Ye Duniya
Zehereela Sa Sharbat Duniya
Beimani Si Barkat Duniya
Be-Wajah Ki Harkat Duniya
I Don’t Give A Fuck To Duniya
Thaali Khali Jali Bando Ki Kar Daali
Taali Taali Maare Duniya Sari Taali
Kali Cadi Kare Noton Ki Rakhwali
Aisa Dahaada Ki Duniya Hi Chaba Li
Bhaagte Rapper Hai Haanfte
Mootu Tezaab Career Graph Graph Pe
Daily Kankalo Pe Chadh Ke Nachte
Nasha Bharwane Aate Humse Saanp Ye
Lava Hai Flow
Bacho Hato
Duniya Mein 100
Chalave Kyun
Dictionaries & Encyclopedias
Jaisa Hoon Rehna Doon
Kyunki Main Dheeth Better
Kabhi Michael Hoon
Kabhi Main Heath Ledger
Rap God
Poori Duniya Nacha Di
Rap God
Aisi Kismat Humari
Rap God
Macha Di Tabaahi
I’m Handpicked By Uparwala Hi
Yaar Mila De
Pyar Mila De
Zyada Ni Bas
Ek Baar Mila De
Rakh Lunga Bottle Mein
Rooh Mein Fasa Ke
Jhukti Duniya
Jo Hum Haath Utha De
Yaar Mila De
Pyar Mila De
Zyada Ni Bas
Ek Baar Mila De
Rakh Lunga Bottle Mein
Rooh Mein Fasa Ke
Jhukti Duniya
Jo Hum Haath Utha De
Yeah! Aah!
Kehdi, Yo Yo Honey Singh!
I’m Fucking Insane, Motherfucker
Stay Out Of My Way
I’m Coming..
World Domination
New York City To New Delhi
I’m Gonna Win It All (Hahaha)
Watch Me Coming, Motherfuckers
Song: God Style
Singer: Yo Yo Honey Singh
Lyricist: Hommie Dilliwala
Musician: Yo Yo Honey Singh
Cast: Yo Yo Honey Singh
Director: Mihir Gulati