Tere bin na kahin dil ko sukoon
Tu aaja jeene ki tu mera junoon
Tere bin na kahin dil ko sukoon
Tu aaja jeene ki tu mera junoon
Jo main tera nahi to kisi aur ka
Ho na paunga…
Kaise bataun kitna tumse
Pyaar karta hun…
Jaan ho tum meri main tumse
Pyaar karta hun…
Main tere khwab chura ke yaara
Kar dunga sach vo saare
Hmm…
Main tere khwab chura ke yaara
Kar dunga sach vo saare
Aa teri maang ko chaand se bhar dun
Daaman me bhar dun sitaare
Tere bin na kahin, lagta hai dil
Saanse bhi lena tere bin mushkil
Jo tu mile nahi to kasam hai teri main mar hi jaunga
Kaise bataun kitna tumse
Pyar karta hun…
Jaan ho tum meri main tumse
Pyaar karta hun…
Kaise bataun kitna tumse
Pyaar karta hun…
Jaan ho tum meri main tumse
Pyaar karta hoon
Pyaar karta hun…
Pyaar karta hun.
Song: Pyar Karta Hun
Album: Pyar Karta Hun
Singer: Yasser Desai
Composer: Zain Desai & Yasser Desai
Lyrics: Yasser Desai
Music Production: Viplove Rajdeo