Shankar Mahadevan – Banda Lyrics

Na Rukta Hai, Na Mudta Hai

Bas Chalta Rehta Hai

Na Sunta Hai, Na Kehta Hai

Bas Karta Rehta Hai

Poochhega Itihaas Kabhi

Kya Banda Hai Yeh!

Rab Ka Banda Hai Yeh

Sab Ka Banda Hai Yeh

Maathe Pe Bal Pad Jaaye

Taqdeer Ho Jaaye

Bole Zabaan Se, Patthar Ki

Lakeer Ho Jaaye

Poochhega Itihaas Kabhi

Kya Banda Hai Yeh!

Rab Ka Banda Hai Yeh

Sab Ka Banda Hai Yeh

Meetha Mila Koi Kadva Mila

Lamha Lamha Woh Sab Ji Gaya

Bekhauf Bedaar Fauji Yeh Jaise

Vardi Pe Vatan Si Gaya!

Dhoondega Waqt Ise

Ghazab Ka Banda Hai

Rab Ka Banda Hai Yeh

Sab Ka Banda Hai Yeh

Rab Ka Banda Hai Yeh

Sab Ka Banda Hai Yeh

Song: Banda
Singer: Shankar Mahadevan
Music: Shankar Ehsaan Loy
Lyrics: Gulzar

Related posts

Gajendra Verma – Sahra Lyrics

Bohemia – Sahara Lyrics

Shreya Ghoshal, Vishal Mishra – Do Din Ki Zindagi Lyrics