229
Na Rukta Hai, Na Mudta Hai
Bas Chalta Rehta Hai
Na Sunta Hai, Na Kehta Hai
Bas Karta Rehta Hai
Poochhega Itihaas Kabhi
Kya Banda Hai Yeh!
Rab Ka Banda Hai Yeh
Sab Ka Banda Hai Yeh
Maathe Pe Bal Pad Jaaye
Taqdeer Ho Jaaye
Bole Zabaan Se, Patthar Ki
Lakeer Ho Jaaye
Poochhega Itihaas Kabhi
Kya Banda Hai Yeh!
Rab Ka Banda Hai Yeh
Sab Ka Banda Hai Yeh
Meetha Mila Koi Kadva Mila
Lamha Lamha Woh Sab Ji Gaya
Bekhauf Bedaar Fauji Yeh Jaise
Vardi Pe Vatan Si Gaya!
Dhoondega Waqt Ise
Ghazab Ka Banda Hai
Rab Ka Banda Hai Yeh
Sab Ka Banda Hai Yeh
Rab Ka Banda Hai Yeh
Sab Ka Banda Hai Yeh
Song: Banda
Singer: Shankar Mahadevan
Music: Shankar Ehsaan Loy
Lyrics: Gulzar

