Teri hai tamanna ,tujhko hai chaha
Pyaar ka likhenge koi afsana
Na lo ab koi imtehaan
Dur tum najaoo, keh do naa
Nazre to yun churaon naa
Seene se tumko, yu laga lu mai
Duniya se tumko mai yu chupa loon
Main toh badal hu, hawa sang behta hu
Tum hi to mere ab aasma ho
Chalte chalte ye dil mil gaye hai
Ab shuru ho gai dastan
Dur tum najaoo, keh do naa
nazre to yun churaon naa
Song: Keh Do Naa
Singer: Sarit Dutta
Music Composer: Sarit Dutta
Lyrics: Dr Uma Naveen Mehta