Sarit Dutta – Dil Meharban Hain Lyrics

Keh Rahi Hai Ye Khamoshiyan

Tujhpe Ye Dil Meherban Hai

Na De Koi Saza Tu Mujhe

Sansein Teri Hi Mohtaaz Hai

Tu Mera Khwaab Hai Tu Hi Khwahish Hai

Rab Ka Mujhpe Ye Ehsaan Hai

Keh Rahi Hai Ye Khamoshiyan

Tujhpe Ye Dil Meherban Hain

Na De Koi Saza Tu Mujhe

Sansein Teri Hi Mohtaaz Hai

Kya Jaane Tu Mai Hun Tera Deewana

Tu Mujhse Yu Dur Na Jaana

Manzar Hai Kaise Ye Uljhan Hai Kaisi

Hai Ulfat Ka Dushman Zamana

Kya Jaane Tu Mai Hun Tera Deewana

Tu Mujhse Yu Dur Na Jaana

Manzar Hai Kaise Ye Uljhan Hai Kaisi

Hai Ulfat Ka Dushman Zamana

Aayegi Hai Yakin Tu Kabhi Na Kabhi

Hai Meri Bas Tamanna Tu Hi

Tujhpe Ye Dil Meherban Hai

Tujhpe Ye Dil Meherban Hain.

Song: Dil Meharban Hain
Singer: Sarit Dutta
Music Composer: Sarit Dutta
Lyrics: Dr Uma Naveen Mehta
Live Acoustic Guitar: Sarit Dutta

Related posts

Gajendra Verma – Sahra Lyrics

Bohemia – Sahara Lyrics

Shreya Ghoshal, Vishal Mishra – Do Din Ki Zindagi Lyrics