Salman Ali – Hain Kaha Ka Iraada Lyrics

Kya jaani saari hai kya bekarari hai

Ke tum aaj roo ke nahi ruk rahe

Dagabaaz aankhon ne kayi raaz khole hai

Chupane se kisse nahi chup rahe hai

Kya mil gaya koi naya humsafar tumko

Hamari mohobaat kya thukra gaye

Hain kaha ka hain kaha ka iraada tumara sanam

Kiske dil ko adaao se behlaoge

Hain kaha ka iraada tumara sanam

Kiske dil ko adaao se behlaoge

Sach batao ke sach batao ke

Iss chandni raat mei kisse vada kiya hai kaha jaoge

Hazaro khatayein bhi tumhe maaf yaara

Chahe jo bhi karna bas ye pyar kam na karna

Kisi or ki baaho mei tumko dekhe

Aankho pe hamari dekho ye sitam na karna

Hame chodh kar jo kisi ke huye tum

To bewafa tum hi kehlaoge

Hain kaha ka hain kaha ka iraada tumara sanam

Kiske dil ko adaao se behlaoge

Hain kaha ka iraada tumara sanam

Kiske dil ko adaao se behlaoge

Sach batao ke sach batao ke

Iss chandni raat mei kisse vada kiya hai kaha jaoge

Jo hum tum saath hote hai gajab halaat hote hai

Kabhi jagte hai raaton mei kabhi bewakt sote hai

Tumhare dil ke kamro mei hamara ishq dakhil hai

Nazar se hum utar jaaye utarna dil se mushkil hai

Koi chedd dega mohobaat ki baate

To kisse hamare hi dohraoge

Hain kaha ka hain kaha ka iraada tumara sanam

Kiske dil ko adaao se behlaoge

Hain kaha ka iraada tumara sanam

Kiske dil ko adaao se behlaoge….

Song: Hain Kaha Ka Iraada
Song Credits:
Music: Tanishk Bagchi
Singer: Salman Ali
Lyrics: Manoj Muntashir Shukla
Music Label: T-Series

Original Credits:
Music: Nusrat Fateh Ali Khan
Singer: Nusrat Fateh Ali Khan
Lyrics: Milad Raza Qadri

Related posts

Anand Bhaskar, Ginny Diwan, Shreya Ghoshal – Vaaroon Reprise Lyrics

Madhur Sharma, Nusrat Fateh Ali Khan, Vaibhav Pani – Sanson Ki Mala Lyrics

Subodhh Sharma – Toh Phir Aao (Dobara) Lyrics