Home Hindi Saaj Bhatt – Kaash Tu Meri Ho Jaaye Lyrics

Saaj Bhatt – Kaash Tu Meri Ho Jaaye Lyrics

by admin

Mera Raha Na

Dil Yeh Tera Ho Gaya

Bakhuda Tu Meri

Main Tera Ho Gaya

Mera Raha Na

Dil Yeh Tera Ho Gaya

Bakhuda Tu Meri

Main Tera Ho Gaya

Tu Aaye Mere Khwaabon Mein Aaj-Kal

Sataye Mujhe Bin Kahe Aaj-Kal

Har-Pal Rahe Tu Saath Mere

Sapna Sach Ho Jaaye

Kaash Tu Meri Ho Jaaye

Kaash Main Tera Ho Jaaun

Agar Tu Mujhko Mil Jaaye

Yeh Jahaan Mera Ho Jaaye

Kaash Tu Meri Ho Jaaye

Kaash Main Tera Ho Jaaun

Ho Ho Ho…

Raat Ko Khwaab Main Dekhun

Subah Hote Hi Tu Aaye..

Dekh Kar Tera Chehra

Aankhein Meri Sharma Jaaye

Tu Hi Tu Hai Mujhmein Shamil

Door Kyun Hai Mujhse Aa Mil

Ek Dafa Jo Milne Aaye

Umra Bhar Phir Door Na Jaaye

Kaash Tu Meri Ho Jaaye

Kaash Main Tera Ho Jaaun

Agar Tu Mujhko Mil Jaaye

Yeh Jahaan Mera Ho Jaaye

Kaash Tu Meri Ho Jaaye

Kaash Main Tera Ho Jaaun

Mera Raha Na

Dil Yeh Tera Ho Gaya

Bakhuda Tu Meri

Main Tera Ho Gaya

Tu Aaye Mere Khwaabon Mein Aaj-Kal

Sataye Mujhe Bin Kahe Aaj-Kal

Har-Pal Rahe Tu Saath Mere

Sapna Sach Ho Jaaye

Kaash Tu Meri Ho Jaaye

Kaash Main Tera Ho Jaaun

Agar Tu Mujhko Mil Jaaye

Yeh Jahaan Mera Ho Jaaye

Kaash Tu Meri Ho Jaaye

Kaash Main Tera Ho Jaaun

Song: Kaash Tu Meri Ho Jaaye

Singer: Saaj Bhatt

Lyricist: Amjad Nadeem

Musician: Amjad Nadeem Aamir

Cast: Kavya Yadav, Pravisht Mishra

Related Articles

Leave a Comment

Adblock Detected

Please support us by disabling your AdBlocker extension from your browsers for our website.