Rekha Bhardwaj – Nikat Lyrics

Hmm ..

Jhooth hoga jo main na kahoon

pyaar mein pyaar mein

main hoon

Hmm ..

Rooth ke bhi main teri rahoon

pyaar mein main rahoon

Na jaane kab tera hua

asar beliya

Dagar teri aave yeh jiya

nidar beliya

Nikat tere aai aan sajan

Laaiyaan Laaiyaan

Nikat tere aai aan sajan

Laaiyaan Laaiyaan

Bachne ka koi na aasaar ve

jhalli ho gayi jhalli ho gayi

tere pyaar mein

Dillagi nahin hai mere yaar yeh

sachi sachi ishq sachi

be-shumaar ve

Naam judey yeh

tera hi mujhse

main kahoon aur kya

Na jaane kab se tu hua

shajar beliya

Dagar teri aave yeh jiya

nidar beliya

Nikat tere aai aan sajan

Laaiyaan Laaiyaan

Nikat tere aai aan sajan

Laaiyaan Laaiyaan

Hmm ..

Jhooth hoga jo main na kahoon

pyaar mein pyaar mein

main hoon

Hmm ..

Rooth ke bhi main teri rahoon

pyaar mein main rahoon

Song: Nikat
Singer: Rekha Bhardwaj

Lyricist: Siddhant Kaushal
Music: Haroon-Gavin
Music Supervisor: Azeem Dayani
Associate Music Supervisor: Meggha Vikaas Bali
Guitars: Roland D’souza, Bhushan Chitnis

Sitar: Salman Khan

Related posts

Anand Bhaskar, Ginny Diwan, Shreya Ghoshal – Vaaroon Reprise Lyrics

Madhur Sharma, Nusrat Fateh Ali Khan, Vaibhav Pani – Sanson Ki Mala Lyrics

Subodhh Sharma – Toh Phir Aao (Dobara) Lyrics