Lakshay Kapoor – Tumhe Pyaar Karungga Lyrics

Door Kahin Pe

Main Le Ke Chaloon Tumko

Aur Wahi Pe

Main Choo Ke Kahoon Tumko

Pal Bhar Ka Nahi Jannmo Ka Hai

Duniya Se Alag Ye Rishta Hai

Tumhe Pyaar Karoonga Main Itna

Koi Kar Na Sakega Jitna

Jo Bhi Tha Wo Keh To Diya Hai

Kuch Tum Bhi Zara Keh Do Na

Mujhe Itna Yakeen Bas Dedo

Yeh Pyaar Kabhi Kam Ho Na

Jo Bhi Tha Woh Keh Toh Diya Hai

Kuch Tum Bhi Zara Kehdo Na

Iss Duniya Mein Hum Tum Dono

Hongey Na Kal Bas Yahi Sach Hai

Log Yaha Aate Jaate Hai

Reh Jaati Bas Chaahat Hai

Iss Pal Main Saath Tumhare Hu

Baaki Toh Apni Kismat Hai

Kabhi Door Chala Jau Toh

Aawaaz Mujhe Tum Dena

Jo Bhi Tha Woh Keh Toh Diya Hai

Kuch Tum Bhi Zara Kehdo Na

Tumhe Pyaar Karunga Main Itna

Koi Karna Sakega Jitna

Song: Tumhe Pyaar Karungga
Music Composer: Javed Mohsin
Singer: Lakshay Kapoor
Lyrics: Rashmi Virag
Music Supervisor: Azeem Dayani
Music Producer: Meghdeep Bose

Related posts

Gajendra Verma – Sahra Lyrics

Bohemia – Sahara Lyrics

Shreya Ghoshal, Vishal Mishra – Do Din Ki Zindagi Lyrics