Kushagra – Dard Lyrics

Dard Hua Dard Hua, Dil Ko Thoda Dard Hua

Marz Hua Marz Hua, Mere Liye Tu Marz Hua

Woh Sari Raatein, Woh Mulakaatein

Yaad Aaa Rhin Hain, Woh Mohabbaton Ki Baatein

Karz Hua Karz Hua, Tujhpe Mera Kar Hua

Dard Hua Dard Hua, Dil Ko Thoda..

Tune Bewajah Kyun, Mujhe Khwaab Dikhaye Ye

Tinka Tinka Thoda, Har Raat Jagaye Ye

Main Maan Na Paya, Sach Jaan Na Paaya

Baatein Teri, Aankhein Teri Pehchaan Na Paaya

Lafz Hua Lafz Hua Jhootha Har Ik Lafz Hua

Dard Hua Dard Hua Dil Ko Thoda…

Hua Tu Laazmi Jaise Aadtein Ho

Aadhe Rahe Tere Vaade The Jo

Jana Tha Toh Fir Aata Hi Na

Tu Na Yahan Bas Yaadein Hai Wo

Woh Behkaana, Paas Bulaana

Tu Tha Farebi Aur Tera Muskaana

Farz Hua Farz Hua Dhokha Tera Farz Hua

Dard Hua Dard Hua Dil Ko Thoda…

Dard Hua Dard Hua, Dil Ko Thoda Dard Hua

Marz Hua Marz Hua, Mere Liye Tu Marz Hua

Song: Dard
Singer: Kushagra
Female Lead: Sanya Jain
Music: Showkidd
Lyrics: Akash Rajput
Mixing: Mixah

Master: Naweed at Whitfield Studio, London
Director: Nitish Raizada
Casting: Symphonic Arts

Related posts

Gajendra Verma – Sahra Lyrics

Bohemia – Sahara Lyrics

Shreya Ghoshal, Vishal Mishra – Do Din Ki Zindagi Lyrics