Kalpana Gandharv – Ek Baar Dekh Lijiye Lyrics

Ek Baar Dekh Lijiye

Ek Baar Dekh Lijiye

Deewana Bana Dijiye

Ek Baar Dekh Lijiye

Deewana Bana Dijiye

Ek Baar Dekh Lijiye

Jalne Ko Hai Taiyar Hum

Parwana Bana Dijiye

Ek Baar Dekh Lijiye

Itni Pee Ke Ja Na Sake

Uth Kar Kahin Bhi Hum

Itni Pee Ke Ja Na Sake

Uth Kar Kahin Bhi Hum

Aankhon Ko Apni Aap Ek

Mehkhana Bana Dijiye

Ek Baar Dekh Lijiye

Kuch Bhi Dikhayi Na De Hamein

Siwa Aapke Kahin Pe

Kuch Bhi Dikhayi Na De Hamein

Siwa Aapke Kahin Pe

Saare Jahan Se Aap Hamko

Begana Bana Dijiye

Ek Baar Dekh Lijiye

Deewana Bana Dijiye

Ek Baar Dekh Lijiye

Jalne Ko Hai Taiyar Hum

Parwana Bana Dijiye

Ek Baar Dekh Lijiye

Song: Ek Baar Dekh Lijiye
Singer: Kalpana Gandharv
Lyricist: A.M. Turaz
Director: Sanjay Leela Bhansali
Music Label: Bhansali Music
Starring: Manisha Koirala, Sonakshi Sinha, Aditi Rao Hydari

Related posts

Gajendra Verma – Sahra Lyrics

Bohemia – Sahara Lyrics

Shreya Ghoshal, Vishal Mishra – Do Din Ki Zindagi Lyrics