Jubin Nautiyal , Payal Dev – Barsaat Ho Jaaye Lyrics

Boonde kya kehti hai suno

Jee bhar ke pyaar hamase karo

Boonde kya kahti hai suno

Jee bhar ke pyaar hamase karo

Adhura aaj na apna koi bhi khwab reh jaaye

Bina puri tarah bheege Ab chan na aaye

Tamannah hai ki joro ki barsaat ho jaaye

Bina puri tarah bheege Ab chan na aaye

Tamannah hai ki joro ki Barsaat ho jaaye

Badloon ki tarah tumpe chha jaaun main

Aaj puri tarah tera ho jau main

Beejliya gir rahi aaj yaha se waha

Chod ke main tumhe jau bhi toh kahan

lagi hai aag kuch aisi bujhaye bujh nahi paaye

Mujhe jis baat ka dar tha wo aaj ho jaaye

Tamannah hai ki zoro ki Barsaat ho jaaye

Bina poori tarah bheege Ab chan na aaye

Tamannaah hai ki zoro ki Barsaat ho jaaye

Tamannao ki baarish mein dilon ko bheeg jaane do

Inhe aisa mod ek de do Mohabbat ke fasane ko

Chale aandhi chale tufaa chale ye Silsila yun hi

Simat jao lipat jao tumhe aaj na rokungi

Nazara iss tarah ka ho paani bhi jal jaaye

Tamannah hai ki zoro ki Barsaat ho jaaye

Bina poori tarah bheege Ab chan na aaye

Tamannaah hai ki zoro ki Barsaat ho jaaye

Song: Barsaat Ho Jaaye
Singer: Jubin Nautiyal & Payal Dev
Featuring: Shivin Narang & Ridhi Dogra
Music: Payal Dev
Lyrics: Rashmi Virag

Related posts

Anand Bhaskar, Ginny Diwan, Shreya Ghoshal – Vaaroon Reprise Lyrics

Madhur Sharma, Nusrat Fateh Ali Khan, Vaibhav Pani – Sanson Ki Mala Lyrics

Subodhh Sharma – Toh Phir Aao (Dobara) Lyrics