Jubin Nautiyal – Mere Ghar Ram Aaye Hain

Meri Chaukhat Pe Chal Ke Aaj

Charo Dham Aaye Hain

Bajao Dhol Swagat Mein

Mere Ghar Ram Aaye Hain

Katha Shabri Ki Jaise

Judd Gayi Meri Kahaani Se

Na Roko Aaj Dhone Do Charan

Aankhon Ke Paani Se

Bahut Khush Hain Mere Aansu

Ke Prabhu Ke Kaam Aaye Hain

Bajao Dhol Swagat Mein

Mere Ghar Ram Aaye Hai

Tumko Paa Ke Kya Paya Hai

Srishti Ke Kann Kann Se Puchho

Tumko Khone Ka Dukh Kya Hai

Kausalya Ke Mann Se Puchho

Dwaar Mere Yeh Abhage

Aaj Inke Bhaag Jaage

Badi Lambi Intezaari Hui

Raghuvar Tumhari Tab

Aayi Hai Sawaari

Sandeshe Aaj Khushiyon Ke

Humare Naam Aaye Hain

Bajao Dhol Swagat Mein

Mere Ghar Ram Aaye Hain

Darshan Paa Ke Hey Avtaari

Dhanya Hue Hain Nain Pujaari

Jeewan Naiyan Tumne Taari

Mangal Bhawan Amangal Haari

Mangal Bhawan Amangal Haari

Nirdhan Ka Tum Dhan Ho Raghav

Tum Hi Ramayan Ho Raghav

Sab Dukh Harna Avadh Bihari

Mangal Bhawan Amangal Haari

Mangal Bhawan Amangal Haari

Mangal Bhawan Amangal Haari

Charan Ki Dhool Le Loon Main

Mere Bhagwan Aaye Hain

Bajao Dhol Swagat Mein

Mere Ghar Ram Aaye Hai

Meri Chaukhat Pe Chal Ke Aaj

Charo Dham Aaye Hain

Bajao Dhol Swagat Mein

Mere Ghar Ram Aaye Hain

Song: Mere Ghar Ram Aaye Hain
Singer: Jubin Nautiyal
Lyrics: Manoj Muntashir
Music: Payal Dev
Starring: Jubin Nautiyal, Dipika Chikhlia, Manek Bedi
Label: T-Series

Related posts

Anand Bhaskar, Ginny Diwan, Shreya Ghoshal – Vaaroon Reprise Lyrics

Madhur Sharma, Nusrat Fateh Ali Khan, Vaibhav Pani – Sanson Ki Mala Lyrics

Subodhh Sharma – Toh Phir Aao (Dobara) Lyrics