Main Na Raha Mere Baad Mein
Milega Na Ishq Yahan
Woh Ishq Jo In Dono Jahaan
Ke Bhi Na Mile Darmiya
Saaya Hoon Main Main Saans Hun
Tere Saath Hun Main Jayegi Ab Tu Jahan
Main Na Raha To Kya Hua
Tere Paas Hai Ishq Mera
Jo Main Na Raha To Kya Hua
Main Aakhri
Main Aakhri Hoon Ishq Tera
Main Na Raha Mere Baad Mein
Milega Na Ishq Yahan
Woh Ishq Jo In Dono Jahaan
Ke Bhi Naa Mile Darmiya
Tu Bhi Rahegi Tu Na
Main Na Raha To
Aangan Aankhon Mein Soona
Main Na Raha To
Sheesha Jo Dekho To
Bheege Baalon Ko
Mere Hathon Se ChHua
Main Na Raha To
Bahut Khoob Hoon
Bahut Khaas Hoon
Abhi Paas Hoon
To Poori Karen
Dono Daastaan
Bahut Khoob Hoon
Bahut Khaas Hoon
Bahut Khaas Hoon
Abhi Paas Hun
To Poori Karen
Dono Daastaan
Ye Daastaan Teri Meri
Koi Bhi Na Jaane
Sach Hai Ya Sach Ka Gumaan
Main Na Raha To Kya Hua
Tere Paas Hai Ishq Mera
Jo Main Na Raha To Kya Hua
Main Aakhri
Main Aakhri Hu Ishq Tera
Main Na Raha Mere Baad Mein
Milega Na Ishq Yahaaan
Song: Aakhri Ishq
Album: Dhurandhar The Revenge
Singer: Jubin Nautiyal
Lyricist: Irshad Kamil
Musician: Shashwat Sachdev
Cast: Arjun Rampal, R. Madhavan, Ranveer Singh, Sanjay Dutt, Sara Arjun
Director: Aditya Dhar