Himesh Reshammiya – Baby Tujhe Paap Lagega Lyrics

Pyar Tujhe Tagda Kiya

Pyar Tujhe Tagda Kiya

Pyar Tujhe Tagda Kiya Yaar

Mere Saath

Bol Kaahe Jhagda Kiya

Bol Kaahe Jhagda Kiya

Kaahe Toone Jhagda Kiya Yaar

Dhokha Diya Toh Ik Bewafa Ka

Mathe Pe Stamp Lagega Haan

Teri Wajah Se Saanson Pe Meri

Jis Din Full Stop Lagega

Hey Baby Tujhe Paap Lagega

Hey Baby Tujhe Paap Lagega

Hey Baby Tujhe Paap Lagega

Ho Ho Ho Ho Ho Ho Ho Ho

Pa Pa Pa Paap Lagega

Ho Ho Ho Ho Ho Ho Ho Ho

Leke Zara Sasta Sa

Phoolon Ka Guldasta Jab

Tujhse Milne Aaya Tha

Boli Thi Tu Cheap’o

Chal Nikal Le Bas Depo

Mujhko Tarkaya Tha

Socha Tha Kya Aur Tu

Nikli Kya Kya Kya

Teri Ameeri Ko Iss Gareeb Ke

Batuye Ka Shrap Lagega

Sunn Teri Wajah Se Saanson Pe Meri

Jis Din Full Stop Lagega

Baby Tujhe Paap Lagega

Baby Tujhe Paap Lagega

Baby Tujhe Paap Lagega

Mere Hi Kharche Pe Chutti Manaye

Photo Magar Tu Akele Khichaye

Upar Se Kha-Pee Ke Jaldi So Jaaye

Baby Tujhe Paap Lagega

Password Tu Mere Saare Hi Jaane

Apne Magar Tu Kabhi Na Bataye

Toilet Mein Phone Leke Hi Jaaye

Baby Tujhe Paap Lagega

Main Tere Birthday Pe Party Rakhun

Aur Tu Apne Ex Ko Uspe Bulaye

Cake Ka Tukda Bhi Usko Khilaye

Baby Tujhe Paap Lagega

Ho Ho Ho Ho Ho Ho Ho Ho

Pa Pa Pa Paap Lagega

Ho Ho Ho Ho Ho Ho Ho Ho

Baby Tujhe Paap Lagega

Song: Baby Tujhe Paap Lagega
Album: Zara Hatke Zara Bachke

Singer: Himesh Reshammiya

Lyricist: Amitabh Bhattacharya

Musician: Sachin-Jigar

Cast: Sara Ali Khan, Vicky Kaushal

Related posts

Anand Bhaskar, Ginny Diwan, Shreya Ghoshal – Vaaroon Reprise Lyrics

Madhur Sharma, Nusrat Fateh Ali Khan, Vaibhav Pani – Sanson Ki Mala Lyrics

Subodhh Sharma – Toh Phir Aao (Dobara) Lyrics